Zahr-e-baad, Urdu Nazam By Sadiq

Zahr-e-baad is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Sadiq. Zahr-e-baad comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Zahr-e-baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زہر باد

صادق

ایشور کی ہتیا کرنے کے بعد

ایک بے کوہان لنگڑے اونٹ پر

ہر اجالا اور اندھیرا پھاندتا

سور منڈل کے مروستھل میں

ہراساں بھاگتا ہوں

میرے پیچھے آنے والا

چیختے چنگھاڑتے بچھڑے گجوں کا غول

مجھ کو

زد سے باہر دیکھ

واپس جا رہا ہے

اور مقتول ایشور کی

آتما کی

وش بجھی کچھ سوئیاں سی

روم چھدروں میں مسلسل چبھ رہی ہیں

اور سارے جسم میں

خوف گھلتا جا رہا ہے

صادق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zahr-e-baad

Sadiq

ishwar ki hattya karne ke baad
ek be-kohan langDe unT par
har ujala aur andhera phandta
saur-mandal ke marusthal mein
hirasan bhagta hun
mere pichhe aane wala
chiKHte chinghaDte bichhDe gajon ka ghol
mujh ko
zad se bahar dekh
wapas ja raha hai
aur maqtul ishwar ki
aatma ki
wish bujhi kuchh suiyan si
rome chhidron mein musalsal chubh rahi hain
aur sare jism mein
KHauf ghulta ja raha hai

(463) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zahr-e-baad written by Sadiq at UrduPoint. Zahr-e-baad is one of the masterpieces written by Sadiq. You can also find the complete poetry collection of Sadiq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadiq' above.

Zahr-e-baad is a widely read Urdu Nazam. If you like Zahr-e-baad, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.