Ghazal Ghaalib Na Tanha Mir Se Hai, Urdu Ghazal By Saeed Afsar

Ghazal Ghaalib Na Tanha Mir Se Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Afsar. Ghazal Ghaalib Na Tanha Mir Se Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Ghazal Ghaalib Na Tanha Mir Se Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غزل غالبؔ نہ تنہا میرؔ سے ہے

سعید افسر

غزل غالبؔ نہ تنہا میرؔ سے ہے

جڑی صد حلقۂ زنجیر سے ہے

مقدر ہو چکی تھی موت لیکن

یہ دل زندہ کسی تدبیر سے ہے

میں منظر اور نہ پس منظر کو دیکھوں

مجھے مطلب تری تصویر سے ہے

گرے ہوتے مرے آنسو تو روتا

کہ تیرا غم مری تقدیر سے ہے

میں بیٹھا ہوں دعا سے ہاتھ اٹھائے

ندامت اس قدر تقصیر سے ہے

فقط دنیا اسے سمجھوں کہ مانوں

تری منشا مری تشہیر سے ہے

میں خود سایہ ہوں افسرؔ اپنے قد کا

مرا قامت مری تحریر سے ہے

سعید افسر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghazal Ghaalib Na Tanha Mir Se Hai

Saeed Afsar

ghazal 'ghaalib' na tanha 'mir' se hai
juDi sad halqa-e-zanjir se hai

muqaddar ho chuki thi maut lekin
ye dil zinda kisi tadbir se hai

main manzar aur na pas-manzar ko dekhun
mujhe matlab teri taswir se hai

gire hote mere aansu to rota
ki tera gham meri taqdir se hai

main baiTha hun dua se hath uThae
nadamat is qadar taqsir se hai

faqat duniya ise samjhun ki manun
teri mansha meri tashhir se hai

main KHud saya hun 'afsar' apne qad ka
mera qamat meri tahrir se hai

(479) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghazal Ghaalib Na Tanha Mir Se Hai written by Saeed Afsar at UrduPoint. Ghazal Ghaalib Na Tanha Mir Se Hai is one of the masterpieces written by Saeed Afsar. You can also find the complete poetry collection of Saeed Afsar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Afsar' above.

Ghazal Ghaalib Na Tanha Mir Se Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghazal Ghaalib Na Tanha Mir Se Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.