Main Hun Haqir Lekin Dekho Na Dushmani Se, Urdu Ghazal By Saeedul Haq Saeed Itawi

Main Hun Haqir Lekin Dekho Na Dushmani Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeedul Haq Saeed Itawi. Main Hun Haqir Lekin Dekho Na Dushmani Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Hun Haqir Lekin Dekho Na Dushmani Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں ہوں حقیر لیکن دیکھو نہ دشمنی سے

سعیدالحق سعید اٹاوی

میں ہوں حقیر لیکن دیکھو نہ دشمنی سے

کام آدمی کا آخر چلتا ہے آدمی سے

نقش قدم ہمارے جو ثبت ہیں خلا میں

تم چاند پر گئے ہو ان کی ہی روشنی سے

غم سد راہ بن کر روزن میں اڑ گئے ہیں

ہے بانسری نفس کی محروم نغمگی سے

دنیائے عاشقی میں بدنام ہو نہ جاؤں

ڈر لگ رہا ہے مجھ کو ناداں کی دوستی سے

سعیدالحق سعید اٹاوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Hun Haqir Lekin Dekho Na Dushmani Se

Saeedul Haq Saeed Itawi

main hun haqir lekin dekho na dushmani se
kaam aadmi ka aaKHir chalta hai aadmi se

naqsh-e-qadam hamare jo sabt hain KHala mein
tum chand par gae ho un ki hi raushni se

gham sadd-e-rah ban kar rauzan mein aD gae hain
hai bansuri nafas ki mahrum naghmagi se

duniya-e-ashiqi mein badnam ho na jaun
Dar lag raha hai mujh ko nadan ki dosti se

(266) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Hun Haqir Lekin Dekho Na Dushmani Se written by Saeedul Haq Saeed Itawi at UrduPoint. Main Hun Haqir Lekin Dekho Na Dushmani Se is one of the masterpieces written by Saeedul Haq Saeed Itawi. You can also find the complete poetry collection of Saeedul Haq Saeed Itawi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeedul Haq Saeed Itawi' above.

Main Hun Haqir Lekin Dekho Na Dushmani Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Hun Haqir Lekin Dekho Na Dushmani Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.