BaiThe Hain Aise Zulf Mein Kaliyan Sanwar Ke, Urdu By Saghar Khayyami

BaiThe Hain Aise Zulf Mein Kaliyan Sanwar Ke is a famous Urdu written by a famous poet, Saghar Khayyami. BaiThe Hain Aise Zulf Mein Kaliyan Sanwar Ke comes under the Love, Sad category of Urdu . You can read BaiThe Hain Aise Zulf Mein Kaliyan Sanwar Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بیٹھے ہیں ایسے زلف میں کلیاں سنوار کے

ساغر خیامی

بیٹھے ہیں ایسے زلف میں کلیاں سنوار کے

آئے ہوں جیسے ان کے لئے دن بہار کے

اے تیز رو زمانے تجھے کچھ خبر بھی ہے

لمحے صدی بنے ہیں شب انتظار کے

باقی رہے نہ گلشن و گل اور نہ آشیاں

لیکن ہیں چار سو وہی چرچے بہار کے

اے رہ روان گور غریباں خموش ہو

سوئے ہیں سونے والے شب غم گزار کے

اے سالکان اہل جنوں اور تیز گام

اٹھ اٹھ کے دیکھتے ہیں بگولے غبار کے

میرے خدا شکستہ سفینے کی خیر ہو

ہر موج دیکھتی ہے مجھے سر ابھار کے

ساغر خیامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BaiThe Hain Aise Zulf Mein Kaliyan Sanwar Ke

Saghar Khayyami

baiThe hain aise zulf mein kaliyan sanwar ke
aae hon jaise un ke liye din bahaar ke

ai tez-rau zamane tujhe kuchh KHabar bhi hai
lamhe sadi bane hain shab-e-intizar ke

baqi rahe na gulshan o gul aur na aashiyan
lekin hain chaar-su wahi charche bahaar ke

ai rah-rawan-e-gor-e-ghariban KHamosh ho
soe hain sone wale shab-e-gham guzar ke

ai salkan-e-ahl-e-junun aur tez-gam
uTh uTh ke dekhte hain bagule ghubar ke

mere KHuda shikasta safine ki KHair ho
har mauj dekhti hai mujhe sar ubhaar ke

(598) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BaiThe Hain Aise Zulf Mein Kaliyan Sanwar Ke written by Saghar Khayyami at UrduPoint. BaiThe Hain Aise Zulf Mein Kaliyan Sanwar Ke is one of the masterpieces written by Saghar Khayyami. You can also find the complete poetry collection of Saghar Khayyami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saghar Khayyami' above.

BaiThe Hain Aise Zulf Mein Kaliyan Sanwar Ke is a widely read Urdu . If you like BaiThe Hain Aise Zulf Mein Kaliyan Sanwar Ke, you will also like to read other famous Urdu .

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.