Dekhe To Sahi Koi Ye Anjuman-arai, Urdu Ghazal By Sagheer Ahmad Sagheer

Dekhe To Sahi Koi Ye Anjuman-arai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sagheer Ahmad Sagheer. Dekhe To Sahi Koi Ye Anjuman-arai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekhe To Sahi Koi Ye Anjuman-arai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھے تو سہی کوئی یہ انجمن آرائی

صغیر احمد صغیر

دیکھے تو سہی کوئی یہ انجمن آرائی

ہے محفل یاراں میں تنہائی ہی تنہائی

انسان کو جب اپنی پہچان نہیں آئی

کس کام کی بینائی کس کام کی دانائی

یوں ہی تو نہیں ملتی لوگوں سے پذیرائی

سودائی تو ہیں لیکن لگتے نہیں سودائی

اس درجہ جنوں خیزی اس حال پہ لے آئی

ہم اپنے تماشے کے ہیں خود ہی تماشائی

جو بھی ہیں زمانے میں شہرت کے تمنائی

دیکھی ہے صغیرؔ ان کی رسوائی پہ رسوائی

صغیر احمد صغیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekhe To Sahi Koi Ye Anjuman-arai

Sagheer Ahmad Sagheer

dekhe to sahi koi ye anjuman-arai
hai mahfil-e-yaran mein tanhai hi tanhai

insan ko jab apni pahchan nahin aai
kis kaam ki binai kis kaam ki danai

yunhi to nahin milti logon se pazirai
saudai to hain lekin lagte nahin saudai

is darja junun-KHezi is haal pe le aai
hum apne tamashe ke hain KHud hi tamashai

jo bhi hain zamane mein shohrat ke tamannai
dekhi hai 'saghir' un ki ruswai pe ruswai

(393) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekhe To Sahi Koi Ye Anjuman-arai written by Sagheer Ahmad Sagheer at UrduPoint. Dekhe To Sahi Koi Ye Anjuman-arai is one of the masterpieces written by Sagheer Ahmad Sagheer. You can also find the complete poetry collection of Sagheer Ahmad Sagheer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sagheer Ahmad Sagheer' above.

Dekhe To Sahi Koi Ye Anjuman-arai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekhe To Sahi Koi Ye Anjuman-arai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.