Hadisa Ye Sar-e-bazar Bhi Ho Sakta Hai, Urdu Ghazal By Sahar Indori

Hadisa Ye Sar-e-bazar Bhi Ho Sakta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahar Indori. Hadisa Ye Sar-e-bazar Bhi Ho Sakta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hadisa Ye Sar-e-bazar Bhi Ho Sakta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حادثہ یہ سر بازار بھی ہو سکتا ہے

سحر اندوری

حادثہ یہ سر بازار بھی ہو سکتا ہے

دل کسی روز گرفتار بھی ہو سکتا ہے

مری تہذیب سے خوشبو نہ نکالی جائے

ورنہ لہجے مرا تلوار بھی ہو سکتا ہے

اپنی آنکھوں سے پلانے کی کوئی بات بھی کر

میکدہ دور ہے انکار بھی ہو سکتا ہے

آج کل وہ بھی ملاقات پہ آمادہ ہے

آج کی رات چمتکار بھی ہو سکتا ہے

شاہزادے سے کہو محل سے باہر بھی رہے

یہ کنیزوں میں گرفتار بھی ہو سکتا ہے

مسئلہ یہ ہے کہ انتیسویں شب ہے لیکن

بادلوں چاند کا دیدار بھی ہو سکتا ہے

سحر اندوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hadisa Ye Sar-e-bazar Bhi Ho Sakta Hai

Sahar Indori

hadisa ye sar-e-bazar bhi ho sakta hai
dil kisi roz giraftar bhi ho sakta hai

meri tahzib se KHushbu na nikali jae
warna lahje mera talwar bhi ho sakta hai

apni aankhon se pilane ki koi baat bhi kar
mai-kada dur hai inkar bhi ho sakta hai

aaj-kal wo bhi mulaqat pe aamada hai
aaj ki raat chamatkar bhi ho sakta hai

shahzade se kaho mahl se bahar bhi rahe
ye kanizon mein giraftar bhi ho sakta hai

masala ye hai ki untiswin shab hai lekin
baadalon chand ka didar bhi ho sakta hai

(536) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hadisa Ye Sar-e-bazar Bhi Ho Sakta Hai written by Sahar Indori at UrduPoint. Hadisa Ye Sar-e-bazar Bhi Ho Sakta Hai is one of the masterpieces written by Sahar Indori. You can also find the complete poetry collection of Sahar Indori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahar Indori' above.

Hadisa Ye Sar-e-bazar Bhi Ho Sakta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hadisa Ye Sar-e-bazar Bhi Ho Sakta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.