Jab Main Kirdar Tak Nahin Aaya, Urdu Ghazal By Sahar Indori

Jab Main Kirdar Tak Nahin Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahar Indori. Jab Main Kirdar Tak Nahin Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Main Kirdar Tak Nahin Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب میں کردار تک نہیں آیا

سحر اندوری

جب میں کردار تک نہیں آیا

گھر سے بازار تک نہیں آیا

اس کو رکھا غزل کے لہجے میں

پھر بھی اظہار تک نہیں آیا

ایسے منصور کی قیامت کیا

جو کبھی دار تک نہیں نہیں آیا

جانے کس کس کا گھر جلا ہوگا

آج اخبار تک نہیں آیا

زندگی اس کے نام ایسے کی

حرف انکار تک نہیں آیا

سحر اندوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Main Kirdar Tak Nahin Aaya

Sahar Indori

jab main kirdar tak nahin aaya
ghar se bazar tak nahin aaya

us ko rakkha ghazal ke lahje mein
phir bhi izhaar tak nahin aaya

aise mansur ki qayamat kya
jo kabhi dar tak nahin nahin aaya

jaane kis kis ka ghar jala hoga
aaj aKHbar tak nahin aaya

zindagi us ke nam aise ki
harf inkar tak nahin aaya

(582) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Main Kirdar Tak Nahin Aaya written by Sahar Indori at UrduPoint. Jab Main Kirdar Tak Nahin Aaya is one of the masterpieces written by Sahar Indori. You can also find the complete poetry collection of Sahar Indori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahar Indori' above.

Jab Main Kirdar Tak Nahin Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Main Kirdar Tak Nahin Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.