Kul Jahan Ek Aaina Hai Husn Ki Tahrir Ka, Urdu Ghazal By Sahba Akhtar

Kul Jahan Ek Aaina Hai Husn Ki Tahrir Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahba Akhtar. Kul Jahan Ek Aaina Hai Husn Ki Tahrir Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kul Jahan Ek Aaina Hai Husn Ki Tahrir Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کل جہاں اک آئینہ ہے حسن کی تحریر کا

صہبا اختر

کل جہاں اک آئینہ ہے حسن کی تحریر کا

حال کس پتھر پہ لکھا ہے مری تقدیر کا

چاند اس کا آسماں اس کا سر شام وصال

جس پہ سایہ ہو تری زلف ستارہ گیر کا

کی نہ چشم شوق نے جنبش ہجوم رنگ میں

مجھ پہ طاری ہو گیا عالم تری تصویر کا

میں اسے سمجھوں نہ سمجھوں دل کو ہوتا ہے ضرور

لالہ و گل پر گماں اک اجنبی تحریر کا

چین سے دونوں نہیں اس عالم احساس میں

میں تری چپ کا ہوں زخمی تو مری تقریر کا

صہبا اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kul Jahan Ek Aaina Hai Husn Ki Tahrir Ka

Sahba Akhtar

kul jahan ek aaina hai husn ki tahrir ka
haal kis patthar pe likkha hai meri taqdir ka

chand us ka aasman us ka sar-e-sham-e-visal
jis pe saya ho teri zulf-e-sitara-gir ka

ki na chashm-e-shauq ne jumbish-e-hujum-e-rang mein
mujh pe tari ho gaya aalam teri taswir ka

main use samjhun na samjhun dil ko hota hai zarur
lala o gul par guman ek ajnabi tahrir ka

chain se donon nahin is aalam-e-ehsas mein
main teri chup ka hun zaKHmi tu meri taqrir ka

(482) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kul Jahan Ek Aaina Hai Husn Ki Tahrir Ka written by Sahba Akhtar at UrduPoint. Kul Jahan Ek Aaina Hai Husn Ki Tahrir Ka is one of the masterpieces written by Sahba Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Sahba Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahba Akhtar' above.

Kul Jahan Ek Aaina Hai Husn Ki Tahrir Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kul Jahan Ek Aaina Hai Husn Ki Tahrir Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.