Shajar To Kab Ka KaT Ke Gir Chuka Hai, Urdu Ghazal By Saleem Ansari

Shajar To Kab Ka KaT Ke Gir Chuka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saleem Ansari. Shajar To Kab Ka KaT Ke Gir Chuka Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shajar To Kab Ka KaT Ke Gir Chuka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شجر تو کب کا کٹ کے گر چکا ہے

سلیم انصاری

شجر تو کب کا کٹ کے گر چکا ہے

پرندہ شاخ سے لپٹا ہوا ہے

سمندر ساحلوں سے پوچھتا ہے

تمہارا شہر کتنا جاگتا ہے

ہوا کے ہاتھ خالی ہو چکے ہیں

یہاں ہر پیڑ ننگا ہو چکا ہے

اب اس سے دوستی ممکن ہے میری

وہ اپنے جسم کے باہر کھڑا ہے

بہا کر لے گئیں موجیں گھروندا

وہ بچہ کس لیے پھر ہنس رہا ہے

سلیم انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shajar To Kab Ka KaT Ke Gir Chuka Hai

Saleem Ansari

shajar to kab ka kaT ke gur chuka hai
parinda shaKH se lipTa hua hai

samundar sahilon se puchhta hai
tumhaara shahr kitna jagta hai

hawa ke hath KHali ho chuke hain
yahan har peD nanga ho chuka hai

ab us se dosti mumkin hai meri
wo apne jism ke bahar khaDa hai

baha kar le gain maujen gharaunda
wo bachcha kis liye phir hans raha hai

(416) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shajar To Kab Ka KaT Ke Gir Chuka Hai written by Saleem Ansari at UrduPoint. Shajar To Kab Ka KaT Ke Gir Chuka Hai is one of the masterpieces written by Saleem Ansari. You can also find the complete poetry collection of Saleem Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Ansari' above.

Shajar To Kab Ka KaT Ke Gir Chuka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shajar To Kab Ka KaT Ke Gir Chuka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.