Ye Mila Hai Sila Nadamat Mein, Urdu Ghazal By Salman Arif Barelvi

Ye Mila Hai Sila Nadamat Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Salman Arif Barelvi. Ye Mila Hai Sila Nadamat Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Mila Hai Sila Nadamat Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ ملا ہے صلہ ندامت میں

سلمان عارف بریلوی

یہ ملا ہے صلہ ندامت میں

آ گیا میں بھی ابر رحمت میں

بن پروں کے ہوا میں اڑتا ہے

ایسا کیا ہے نشہ سیاست میں

ہم ترے غم کو اپنا کہتے ہیں

جان دے دیں گے اس محبت میں

فیصلے سارے ان کے حق میں ہیں

پھر بھی میرا یقیں عدالت میں

اس کو سلمانؔ کیسے سمجھائے

جس نے پا لی خودی وراثت میں

سلمان عارف بریلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Mila Hai Sila Nadamat Mein

Salman Arif Barelvi

ye mila hai sila nadamat mein
aa gaya main bhi abr-e-rahmat mein

bin paron ke hawa mein uDta hai
aisa kya hai nasha siyasat mein

hum tere gham ko apna kahte hain
jaan de denge is mohabbat mein

faisle sare un ke haq mein hain
phir bhi mera yaqin adalat mein

us ko 'salman' kaise samjhae
jis ne pa li KHudi wirasat mein

(484) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Mila Hai Sila Nadamat Mein written by Salman Arif Barelvi at UrduPoint. Ye Mila Hai Sila Nadamat Mein is one of the masterpieces written by Salman Arif Barelvi. You can also find the complete poetry collection of Salman Arif Barelvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salman Arif Barelvi' above.

Ye Mila Hai Sila Nadamat Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Mila Hai Sila Nadamat Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.