Manzur Hai Jo Bhi Faisla Hai, Urdu Ghazal By Sameer Kabeer

Manzur Hai Jo Bhi Faisla Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sameer Kabeer. Manzur Hai Jo Bhi Faisla Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Manzur Hai Jo Bhi Faisla Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

منظور ہے جو بھی فیصلہ ہے

ثمیر کبیر

منظور ہے جو بھی فیصلہ ہے

دہلیز پہ سر رکھا ہوا ہے

گھر میں ترے کون سی بلا ہے

ویرانوں میں رات کاٹتا ہے

میں ساتھ چلوں کے چھوڑ جاؤں

اے دوست ترا خیال کیا ہے

ہر شخص رکا مگر کسی نے

پوچھا نہیں یہ کہ حال کیا ہے

رشتوں میں نہیں خلوص باقی

بدلی ہوئی شہر کی فضا ہے

ثمیر کبیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Manzur Hai Jo Bhi Faisla Hai

Sameer Kabeer

manzur hai jo bhi faisla hai
dahliz pe sar rakha hua hai

ghar mein tere kaun si bala hai
viranon mein raat kaTta hai

main sath chalun ke chhoD jaun
ai dost tera KHayal kya hai

har shaKHs ruka magar kisi ne
puchha nahin ye ki haal kya hai

rishton mein nahin KHulus baqi
badli hui shahr ki faza hai

(518) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Manzur Hai Jo Bhi Faisla Hai written by Sameer Kabeer at UrduPoint. Manzur Hai Jo Bhi Faisla Hai is one of the masterpieces written by Sameer Kabeer. You can also find the complete poetry collection of Sameer Kabeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sameer Kabeer' above.

Manzur Hai Jo Bhi Faisla Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Manzur Hai Jo Bhi Faisla Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.