Bas Ab To Ji Mein Yahi Hai Ki Mar Ke Dekhte Hain, Urdu Ghazal By Sana Gorakhpuri

Bas Ab To Ji Mein Yahi Hai Ki Mar Ke Dekhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sana Gorakhpuri. Bas Ab To Ji Mein Yahi Hai Ki Mar Ke Dekhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bas Ab To Ji Mein Yahi Hai Ki Mar Ke Dekhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بس اب تو جی میں یہی ہے کہ مر کے دیکھتے ہیں

ثنا گورکھپوری

بس اب تو جی میں یہی ہے کہ مر کے دیکھتے ہیں

کسی سے ہم بھی ثناؔ عشق کر کے دیکھتے ہیں

تری ہی دید کی پیاسی نہیں ہے خلق خدا

مجھے بھی لوگ تری رہ گزر کے دیکھتے ہیں

مسافروں کے مقدر میں ایک شب ہے بہت

وہ میرے ساتھ ستارے سحر کے دیکھتے ہیں

کسی کو شہر میں تیرے کہاں ہے فرصت دید

ہم آج بھی تجھے اکثر ٹھہر کے دیکھتے ہیں

تم اپنے روپ کا درپن ہمیں بھی دکھلانا

تمہارے ساتھ ہی ہم بھی سنور کے دیکھتے ہیں

مہ و نجوم و ثریا کو دیکھنا ہے فضول

تمہاری مانگ میں سیندور بھر کے دیکھتے ہیں

اٹھا نشست سے اپنی تو لمس چھوڑ گیا

سو واں نقوش بہشت نظر کے دیکھتے ہیں

ہوئے طلوع شبستاں میں اس کے کیا کیا چاند

ستارے بند قبا کے اتر کے دیکھتے ہیں

افق کے پار سجائی گئی ہے خلوت ناز

مہہ‌ و نجوم پہ ہم پاؤں دھر کے دیکھتے ہیں

وہ رفتہ رفتہ ثناؔ انتظار کرنے لگے

سو آج ہم بھی ذرا دیر کر کے دیکھتے ہیں

ثنا گورکھپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bas Ab To Ji Mein Yahi Hai Ki Mar Ke Dekhte Hain

Sana Gorakhpuri

bas ab to ji mein yahi hai ki mar ke dekhte hain
kisi se hum bhi 'sana' ishq kar ke dekhte hain

teri hi did ki pyasi nahin hai KHalq-e-KHuda
mujhe bhi log teri rahguzar ke dekhte hain

musafiron ke muqaddar mein ek shab hai bahut
wo mere sath sitare sahar ke dekhte hain

kisi ko shahr mein tere kahan hai fursat-e-did
hum aaj bhi tujhe aksar Thahar ke dekhte hain

tum apne rup ka darpan hamein bhi dikhlana
tumhaare sath hi hum bhi sanwar ke dekhte hain

mah-o-nujum-o-surayya ko dekhna hai fuzul
tumhaari mang mein sindur bhar ke dekhte hain

uTha nashist se apni to lams chhoD gaya
so wan nuqush bahisht-e-nazar ke dekhte hain

hue tulua shabistan mein us ke kya kya chand
sitare band-e-qaba ke utar ke dekhte hain

ufuq ke par sajai gai hai KHalwat-e-naz
mah-o-nujum pe hum panw dhar ke dekhte hain

wo rafta rafta 'sana' intizar karne lage
so aaj hum bhi zara der kar ke dekhte hain

(473) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bas Ab To Ji Mein Yahi Hai Ki Mar Ke Dekhte Hain written by Sana Gorakhpuri at UrduPoint. Bas Ab To Ji Mein Yahi Hai Ki Mar Ke Dekhte Hain is one of the masterpieces written by Sana Gorakhpuri. You can also find the complete poetry collection of Sana Gorakhpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sana Gorakhpuri' above.

Bas Ab To Ji Mein Yahi Hai Ki Mar Ke Dekhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bas Ab To Ji Mein Yahi Hai Ki Mar Ke Dekhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.