Dasht Mein Jis Tarah Shajar Tanha, Urdu Ghazal By Saqib Kaif

Dasht Mein Jis Tarah Shajar Tanha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saqib Kaif. Dasht Mein Jis Tarah Shajar Tanha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dasht Mein Jis Tarah Shajar Tanha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دشت میں جس طرح شجر تنہا

ثاقب کیف

دشت میں جس طرح شجر تنہا

کٹ گیا اس طرح سفر تنہا

گھومتا ہے ادھر ادھر تنہا

اک مسافر نگر نگر تنہا

چھپ کے بیٹھی ہے باز کے ڈر سے

فاختہ ایک شاخ پر تنہا

جی میں آتا ہے ہم بنا ڈالیں

شہر سے دور ایک گھر تنہا

اس ہجوم بلا میں عرصے سے

ڈھونڈھتی ہے کسے نظر تنہا

سوز دل شامل سخن کر لیں

لفظ رکھتے نہیں اثر تنہا

ثاقب کیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dasht Mein Jis Tarah Shajar Tanha

Saqib Kaif

dasht mein jis tarah shajar tanha
kaT gaya us tarah safar tanha

ghumta hai idhar udhar tanha
ek musafir nagar nagar tanha

chhup ke baiThi hai baz ke Dar se
faKHta ek shaKH par tanha

ji mein aata hai hum bana Dalen
shahr se dur ek ghar tanha

is hujum-e-bala mein arse se
DhunDhti hai kise nazar tanha

soz-e-dil shamil-e-suKHan kar len
lafz rakhte nahin asar tanha

(489) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dasht Mein Jis Tarah Shajar Tanha written by Saqib Kaif at UrduPoint. Dasht Mein Jis Tarah Shajar Tanha is one of the masterpieces written by Saqib Kaif. You can also find the complete poetry collection of Saqib Kaif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saqib Kaif' above.

Dasht Mein Jis Tarah Shajar Tanha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dasht Mein Jis Tarah Shajar Tanha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.