Adibon Se Muqarrar Ki Talab Hai, Urdu Ghazal By Satya Prakash Soni

Adibon Se Muqarrar Ki Talab Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Satya Prakash Soni. Adibon Se Muqarrar Ki Talab Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Adibon Se Muqarrar Ki Talab Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ادیبوں سے مقرر کی طلب ہے

ستیہ پرکاش سونی

ادیبوں سے مقرر کی طلب ہے

ذرا سی اس سخنور کی طلب ہے

اسے بھی ہو طلب میری نظر کی

مجھے اس ایک منظر کی طلب ہے

ہتھوڑے چھینیوں کو جھیل کر بھی

خدا ہو جائے پتھر کی طلب ہے

رکھے کوئی مرے گھاؤ پہ مرہم

قبا کو بھی رفوگر کی طلب ہے

نہیں چلنا مجھے منزل کی جانب

تھکا ہوں نرم بستر کی طلب ہے

لگی اس اور بھی کمتر نہیں ہے

ادھر بھی تو برابر کی طلب ہے

پیا ہے زہر بس دنیا کی خاطر

وگرنہ کب یہ شنکر کی طلب ہے

ابھی کچھ خون باقی ہے جگر میں

ابھی کچھ اور نشتر کی طلب ہے

ستیہ پرکاش سونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Adibon Se Muqarrar Ki Talab Hai

Satya Prakash Soni

adibon se muqarrar ki talab hai
zara si us suKHnawar ki talab hai

use bhi ho talab meri nazar ki
mujhe us ek manzar ki talab hai

hathauDe chheniyon ko jhel kar bhi
KHuda ho jae patthar ki talab hai

rakhe koi mere ghaw pe marham
qaba ko bhi rafugar ki talab hai

nahin chalna mujhe manzil ki jaanib
thaka hun narm bistar ki talab hai

lagi is or bhi kamtar nahin hai
udhar bhi to barabar ki talab hai

piya hai zahar bas duniya ki KHatir
wagarna kab ye shankar ki talab hai

abhi kuchh KHun baqi hai jigar mein
abhi kuchh aur nashtar ki talab hai

(384) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Adibon Se Muqarrar Ki Talab Hai written by Satya Prakash Soni at UrduPoint. Adibon Se Muqarrar Ki Talab Hai is one of the masterpieces written by Satya Prakash Soni. You can also find the complete poetry collection of Satya Prakash Soni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Satya Prakash Soni' above.

Adibon Se Muqarrar Ki Talab Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Adibon Se Muqarrar Ki Talab Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.