Bund Ashkon Se Agar Lutf-e-rawani Mange, Urdu Ghazal By Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz

Bund Ashkon Se Agar Lutf-e-rawani Mange is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz. Bund Ashkon Se Agar Lutf-e-rawani Mange comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bund Ashkon Se Agar Lutf-e-rawani Mange on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بوند اشکوں سے اگر لطف روانی مانگے

سید محمد عبد الغفور شہباز

بوند اشکوں سے اگر لطف روانی مانگے

بلبلہ آنکھوں سے خونابہ فشانی مانگے

بحر الفت میں چلا ہے تو پہلے مستول

تیر سے آہ کے کشتئ دخانی مانگے

نکتۂ وصل دم عرض قلم پر رکھے

بوسہ چاہے تو لب شوق زبانی مانگے

تا قیامت دل بیدار سنائے ہر روز

خواب راحت ترا گر روز کہانی مانگے

دل تو دل افعئ گیسو وہ بلا ہے کافر

اس کا کاٹا کوئی افعی بھی نہ پانی مانگے

ترے قدموں کی بدولت ہے نشاں تربت پر

اس سے بڑھ کر کوئی کیا مر کے نشانی مانگے

اس جواں کے غم ہجراں نے کیا ہے بوڑھا

خضر بھی دیکھ کے جس بت کو جوانی مانگے

چاہ میں اس مہ نخشب کے شب و روز ہیں غرق

قاز جس کا مہ کنعاں سے شبانی مانگے

خارج امکاں سے ہے شہبازؔ شہیدوں کا شمار

کوئی کس کس کے لیے مرثیہ خوانی مانگے

سید محمد عبد الغفور شہباز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bund Ashkon Se Agar Lutf-e-rawani Mange

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz

bund ashkon se agar lutf-e-rawani mange
bulbula aankhon se KHunaba-fishani mange

bahr-e-ulfat mein chala hai to pahle mastul
tir se aah ke kashti-e-duKHani mange

nukta-e-wasl dam-e-arz qalam par rakkhe
bosa chahe to lab-e-shauq zabani mange

ta-qayamat dil-e-bedar sunae har roz
KHwab-e-rahat tera gar roz kahani mange

dil to dil afai-e-gesu wo bala hai kafir
is ka kaTa koi afi bhi na pani mange

tere qadmon ki badaulat hai nishan turbat par
is se baDh kar koi kya mar ke nishani mange

us jawan ke gham-e-hijran ne kiya hai buDha
KHizr bhi dekh ke jis but ko jawani mange

chah mein us mah-e-naKHshab ke shab-o-roz hain gharq
qaz jis ka mah-e-kanan se shabani mange

KHarij imkan se hai 'shahbaz' shahidon ka shumar
koi kis kis ke liye marsiya-KHwani mange

(372) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Poetry

انجام خوشی کا دنیا میں سچ کہتے ہو غم ہوتا ہے

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Anjam Khushi Ka Duniya Mein Sach Kahte Ho Gham Hota Hai

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

مٹی کا ہی گھر نہ ہوگا برباد

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Mitti Ka Hi Ghar Na Hoga Barbaad

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

شب فراق کا چھایا ہوا ہے رعب ایسا (ردیف .. ی)

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Shab-e-firaq Ka Chhaya Hua Hai Rob Aisa

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

شہبازؔ میں عیب ہی نہیں کل

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Shahbaz Mein Aib Hi Nahin Kul

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

نہ اپنا باقی یہ تن رہے گا نہ تن میں تاب و تواں رہے گی

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Na Apna Baqi Ye Tan Rahega Na Tan Mein Tab O Tawan Rahegi

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

ہم رو رو اشک بہاتے ہیں وہ طوفاں بیٹھے اٹھاتے ہیں

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Hum Ro Ro Ashk Bahate Hain Wo Tufan Baithe Uthate Hain

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

ہے عشق تو پھر اثر بھی ہوگا

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Hai Ishq To Phir Asar Bhi Hoga

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

دل تو دل افعئ گیسو وہ بلا ہے کافر

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Dil To Dil Afai-e-gesu Wo Bala Hai Kafir

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

You can read Bund Ashkon Se Agar Lutf-e-rawani Mange written by Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz at UrduPoint. Bund Ashkon Se Agar Lutf-e-rawani Mange is one of the masterpieces written by Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz. You can also find the complete poetry collection of Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz' above.

Bund Ashkon Se Agar Lutf-e-rawani Mange is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bund Ashkon Se Agar Lutf-e-rawani Mange, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.