KHayali Taqche Mein Dhar Diya Diya Logo, Urdu Ghazal By Sayeda Huma Shah

KHayali Taqche Mein Dhar Diya Diya Logo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sayeda Huma Shah. KHayali Taqche Mein Dhar Diya Diya Logo comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayali Taqche Mein Dhar Diya Diya Logo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیالی طاقچے میں دھر دیا دیا لوگو

سیدہ ہما شاہ

خیالی طاقچے میں دھر دیا دیا لوگو

کسی نے جیسا کہا میں نے وہ کیا لوگو

یہ سوچ کر کہ نشانی ہے جانے والے کی

وہ زخم میں نے کبھی بھی نہیں سیا لوگو

نہ چاہ کر بھی میں گھنگھرو گوارا کر لوں گی

کسی بھی طور سے مانے مرا پیا لوگو

میں جس کے ہجر میں گھٹ گھٹ کے مرنے والی ہوئی

وہ شخص کھل کے مری زندگی جیا لوگو

ہماؔ ہتھیلی کی ہر ہر لکیر میں وہ ہے

کسی نے کیسے اسے اپنا لکھ لیا لوگو

سیدہ ہما شاہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayali Taqche Mein Dhar Diya Diya Logo

Sayeda Huma Shah

KHayali taqche mein dhar diya diya logo
kisi ne jaisa kaha main ne wo kiya logo

ye soch kar ki nishani hai jaane wale ki
wo zaKHm main ne kabhi bhi nahin siya logo

na chah kar bhi main ghunghru gawara kar lungi
kisi bhi taur se mane mera piya logo

main jis ke hijr mein ghuT ghuT ke marne wali hui
wo shaKHs khul ke meri zindagi jiya logo

'huma' hatheli ki har har lakir mein wo hai
kisi ne kaise use apna likh liya logo

(426) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayali Taqche Mein Dhar Diya Diya Logo written by Sayeda Huma Shah at UrduPoint. KHayali Taqche Mein Dhar Diya Diya Logo is one of the masterpieces written by Sayeda Huma Shah. You can also find the complete poetry collection of Sayeda Huma Shah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sayeda Huma Shah' above.

KHayali Taqche Mein Dhar Diya Diya Logo is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayali Taqche Mein Dhar Diya Diya Logo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.