Jo Salik Hai To Apne Nafs Ka Irfan Paida Kar, Urdu Ghazal By Seemab Akbarabadi

Jo Salik Hai To Apne Nafs Ka Irfan Paida Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seemab Akbarabadi. Jo Salik Hai To Apne Nafs Ka Irfan Paida Kar comes under the Sad, Social, Hope category of Urdu Ghazal. You can read Jo Salik Hai To Apne Nafs Ka Irfan Paida Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو سالک ہے تو اپنے نفس کا عرفان پیدا کر

سیماب اکبرآبادی

جو سالک ہے تو اپنے نفس کا عرفان پیدا کر

حقیقت تیری کیا ہے پہلے یہ پہچان پیدا کر

جہاں جانے کو سب دشوار ہی دشوار کہتے ہیں

وہاں جانے کا کوئی راستہ آسان پیدا کر

حقیقت کا کہے جو حال کر ایسی زباں پیدا

محبت کے سنیں جو گیت ایسے کان پیدا کر

حدود عالم تکویں میں سب ممکن ہی ممکن ہے

تو نا ممکن کے جھگڑے میں نہ پڑا امکان پیدا کر

الٰہی بھید تیرے اس نے ظاہر کر دیئے سب پر

کہا تھا کس نے تو سیمابؔ کو انسان پیدا کر

سیماب اکبرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Salik Hai To Apne Nafs Ka Irfan Paida Kar

Seemab Akbarabadi

jo salik hai to apne nafs ka irfan paida kar
haqiqat teri kya hai pahle ye pahchan paida kar

jahan jaane ko sab dushwar hi dushwar kahte hain
wahan jaane ka koi rasta aasan paida kar

haqiqat ka kahe jo haal kar aisi zaban paida
mohabbat ke sunen jo git aise kan paida kar

hudud-e-alam-e-takwin mein sab mumkin hi mumkin hai
tu na-mumkin ke jhagDe mein na paDa imkan paida kar

ilahi bhed tere us ne zahir kar diye sab par
kaha tha kis ne tu 'simab' ko insan paida kar

(504) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Salik Hai To Apne Nafs Ka Irfan Paida Kar written by Seemab Akbarabadi at UrduPoint. Jo Salik Hai To Apne Nafs Ka Irfan Paida Kar is one of the masterpieces written by Seemab Akbarabadi. You can also find the complete poetry collection of Seemab Akbarabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seemab Akbarabadi' above.

Jo Salik Hai To Apne Nafs Ka Irfan Paida Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Salik Hai To Apne Nafs Ka Irfan Paida Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.