Begana Mile Hai Jab Mile Hain, Urdu Ghazal By Shafqat Kazmi

Begana Mile Hai Jab Mile Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shafqat Kazmi. Begana Mile Hai Jab Mile Hain comes under the Sad, Social, Friendship, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Begana Mile Hai Jab Mile Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بیگانہ ملے ہے جب ملے ہیں

شفقت کاظمی

بیگانہ ملے ہے جب ملے ہیں

یاروں سے ہمیں بہت گلے ہیں

یاد آئے ہیں دوستوں کے میلے

جب پھول چمن چمن کھلے ہیں

شاکی ہوں میں جن کی بے رخی کا

اکثر وہی بے طلب ملے ہیں

یہ داغ یہ زخم بے کسی کے

شاید تری چاہ کے صلے ہیں

اس طرح چھٹی کہ پھر نہ آئی

ہم کو تری یاد سے گلے ہیں

گزرے ہیں نظر بچا کے شفقتؔ

وہ راہ میں جب کبھی ملے ہیں

شفقت کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Begana Mile Hai Jab Mile Hain

Shafqat Kazmi

begana mile hai jab mile hain
yaron se hamein bahut gile hain

yaad aae hain doston ke mele
jab phul chaman chaman khile hain

shaki hun main jin ki be-ruKHi ka
aksar wahi be-talab mile hain

ye dagh ye zaKHm be-kasi ke
shayad teri chah ke sile hain

is tarah chhuTi ki phir na aai
hum ko teri yaad se gile hain

guzre hain nazar bacha ke 'shafqat'
wo rah mein jab kabhi mile hain

(743) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Begana Mile Hai Jab Mile Hain written by Shafqat Kazmi at UrduPoint. Begana Mile Hai Jab Mile Hain is one of the masterpieces written by Shafqat Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Shafqat Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shafqat Kazmi' above.

Begana Mile Hai Jab Mile Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Begana Mile Hai Jab Mile Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.