Aaina Dekha Kisi Roz Na Hairan Hue, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Aaina Dekha Kisi Roz Na Hairan Hue is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Aaina Dekha Kisi Roz Na Hairan Hue comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaina Dekha Kisi Roz Na Hairan Hue on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آئنہ دیکھا کسی روز نہ حیران ہوئے

شہاب الدین ثاقب

آئنہ دیکھا کسی روز نہ حیران ہوئے

ہم تو بس آ کے یہاں سخت پشیمان ہوئے

میزبانی کا شرف قسمت اغیار میں تھا

تم مرے گھر تو کسی رات نہ مہمان ہوئے

جب کوئی بات سمجھنے کا ہمیں ہوش نہ تھا

فیصلے ہم سے بھی سرزد اسی دوران ہوئے

دل گیا جان گئی عزت سادات گئی

عشق میں اس کے سوا اور بھی نقصان ہوئے

میں بھی اس شخص کا ممنون کہاں تک رہتا

کام میرے تو کہیں اور سے آسان ہوئے

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaina Dekha Kisi Roz Na Hairan Hue

Shahabuddin Saqib

aaina dekha kisi roz na hairan hue
hum to bas aa ke yahan saKHt pasheman hue

mezbani ka sharaf qismat-e-aghyar mein tha
tum mere ghar to kisi raat na mehman hue

jab koi baat samajhne ka hamein hosh na tha
faisle hum se bhi sarzad isi dauran hue

dil gaya jaan gai izzat-e-sadat gai
ishq mein is ke siwa aur bhi nuqsan hue

main bhi us shaKHs ka mamnun kahan tak rahta
kaam mere to kahin aur se aasan hue

(485) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaina Dekha Kisi Roz Na Hairan Hue written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Aaina Dekha Kisi Roz Na Hairan Hue is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Aaina Dekha Kisi Roz Na Hairan Hue is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaina Dekha Kisi Roz Na Hairan Hue, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.