Hawa Ke Jhonke Shajar Ko To Be-qaba Karenge, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Hawa Ke Jhonke Shajar Ko To Be-qaba Karenge is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Hawa Ke Jhonke Shajar Ko To Be-qaba Karenge comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Hawa Ke Jhonke Shajar Ko To Be-qaba Karenge on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوا کے جھونکے شجر کو تو بے قبا کریں گے

شہاب الدین ثاقب

ہوا کے جھونکے شجر کو تو بے قبا کریں گے

ترے دوانے بہار آنے پہ کیا کریں گے

ہمارے ہاتھوں میں آئنہ تو سدا رہے گا

کہ دوستوں کو خفا کیا ہے خفا کریں گے

ہماری نیکی اگرچہ دریا میں جا پڑی ہے

مگر سبھی کا بھلا کیا ہے بھلا کریں گے

وہ جس تکلف سے ہم سے ملتا ہے روز آ کر

اسی تکلف سے ہم بھی اس سے ملا کریں گے

ابھی اکیلے ہیں اس لیے جم کے سو رہے ہیں

اگر وہ آ جائے گا تو پھر رت جگا کریں گے

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawa Ke Jhonke Shajar Ko To Be-qaba Karenge

Shahabuddin Saqib

hawa ke jhonke shajar ko to be-qaba karenge
tere diwane bahaar aane pe kya karenge

hamare hathon mein aaina to sada rahega
ki doston ko KHafa kiya hai KHafa karenge

hamari neki agarche dariya mein ja paDi hai
magar sabhi ka bhala kiya hai bhala karenge

wo jis takalluf se hum se milta hai roz aa kar
usi takalluf se hum bhi us se mila karenge

abhi akele hain is liye jam ke so rahe hain
agar wo aa jaega to phir rat-jaga karenge

(322) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawa Ke Jhonke Shajar Ko To Be-qaba Karenge written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Hawa Ke Jhonke Shajar Ko To Be-qaba Karenge is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Hawa Ke Jhonke Shajar Ko To Be-qaba Karenge is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawa Ke Jhonke Shajar Ko To Be-qaba Karenge, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.