Safar Jab Dhup Ka Ho To Shajar Hi Kaam Aata Hai, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Safar Jab Dhup Ka Ho To Shajar Hi Kaam Aata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Safar Jab Dhup Ka Ho To Shajar Hi Kaam Aata Hai comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Safar Jab Dhup Ka Ho To Shajar Hi Kaam Aata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر جب دھوپ کا ہو تو شجر ہی کام آتا ہے

شہاب الدین ثاقب

سفر جب دھوپ کا ہو تو شجر ہی کام آتا ہے

مگر برسات آتی ہے تو گھر ہی کام آتا ہے

نہیں لاتا ہے دیوانوں کو خاطر میں کوئی لیکن

ضرورت پر تو دیوانوں کا سر ہی کام آتا ہے

خس و خاشاک کے ہوتے ہوئے بھی کچھ نہیں ہوتا

حرارت کی طلب ہو تو شرر ہی کام آتا ہے

کہاں ہر دم فضا کی وسعتیں بھی کام آتی ہیں

تھکے ہارے پرندوں کو شجر ہی کام آتا ہے

ہمیشہ دوسروں کا مشورہ کافی نہیں ہوتا

یہاں انسان کا حسن نظر ہی کام آتا ہے

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Jab Dhup Ka Ho To Shajar Hi Kaam Aata Hai

Shahabuddin Saqib

safar jab dhup ka ho to shajar hi kaam aata hai
magar barsat aati hai to ghar hi kaam aata hai

nahin lata hai diwanon ko KHatir mein koi lekin
zarurat par to diwanon ka sar hi kaam aata hai

KHas-o-KHashak ke hote hue bhi kuchh nahin hota
hararat ki talab ho to sharar hi kaam aata hai

kahan har dam faza ki wusaten bhi kaam aati hain
thake haare parindon ko shajar hi kaam aata hai

hamesha dusron ka mashwara kafi nahin hota
yahan insan ka husn-e-nazar hi kaam aata hai

(420) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Jab Dhup Ka Ho To Shajar Hi Kaam Aata Hai written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Safar Jab Dhup Ka Ho To Shajar Hi Kaam Aata Hai is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Safar Jab Dhup Ka Ho To Shajar Hi Kaam Aata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Jab Dhup Ka Ho To Shajar Hi Kaam Aata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.