Shahr-e-dil Bhi Sara-e-fani Hai, Urdu Ghazal By Shahbaz Rizvi

Shahr-e-dil Bhi Sara-e-fani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahbaz Rizvi. Shahr-e-dil Bhi Sara-e-fani Hai comes under the Sad, Social, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Shahr-e-dil Bhi Sara-e-fani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر دل بھی سرائے فانی ہے

شہباز رضوی

شہر دل بھی سرائے فانی ہے

یہ نشانی عجب نشانی ہے

زندگی تم یہیں کہیں رہنا

آج کی رات موت آنی ہے

خودکشی کر کے دل اداس ہوا

اس ندی میں ذرا سا پانی ہے

میرے اندر یہ پیڑ پودے ہیں

اور باہر کی رت خزانی ہے

موت کی روح تک پہنچنا ہے

جان ایسے نہیں گنوانی ہے

آ لگا تیر ایک سینہ پر

ہم نے پوچھا تھا بھائی پانی ہے

شہباز رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr-e-dil Bhi Sara-e-fani Hai

Shahbaz Rizvi

shahr-e-dil bhi sara-e-fani hai
ye nishani ajab nishani hai

zindagi tum yahin kahin rahna
aaj ki raat maut aani hai

KHud-kushi kar ke dil udas hua
is nadi mein zara sa pani hai

mere andar ye peD paude hain
aur bahar ki rut-KHizani hai

maut ki ruh tak pahunchna hai
jaan aise nahin ganwani hai

aa laga tir ek sine par
hum ne puchha tha bhai pani hai

(466) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahr-e-dil Bhi Sara-e-fani Hai written by Shahbaz Rizvi at UrduPoint. Shahr-e-dil Bhi Sara-e-fani Hai is one of the masterpieces written by Shahbaz Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Shahbaz Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahbaz Rizvi' above.

Shahr-e-dil Bhi Sara-e-fani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahr-e-dil Bhi Sara-e-fani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.