Aam Hai Aur Aam Hai, Urdu Nazam By Shaheen Iqbal Asar

Aam Hai Aur Aam Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shaheen Iqbal Asar. Aam Hai Aur Aam Hai comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Aam Hai Aur Aam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آم ہے اور آم ہے

شاہین اقبال اثر

چھٹیاں ہیں میں ہوں میٹھا آم ہے

اور اب میرا بھلا کیا کام ہے

مینگو کھانا اور پینا ملک شیک

شغل اب اپنا یہ صبح و شام ہے

گرمیاں ہیں گرمیاں ہیں گرمیاں

آم ہے اور آم ہے اور آم ہے

ناشتہ کھانا ڈنر یا لنچ ہو

آم کے موسم میں نذر آم ہے

میں نہیں چھوڑوں گا اب لنگڑے کی ٹانگ

چوس لوں گا چوسا ایسا آم ہے

آم کہتا ہے جسے سارا جہاں

غالباً جنت کے پھل کا نام ہے

اس کی قوت کا بھلا کیا پوچھنا

فوق صدہا پستہ و بادام ہے

شوق جس کو آم کھانے کا نہیں

ذوق میں وہ ہم سر انعام ہے

سب پھلوں کا جب تقابل ہو اثرؔ

آم ہی بس قابل انعام ہے

شاہین اقبال اثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aam Hai Aur Aam Hai

Shaheen Iqbal Asar

chhuTTiyan hain main hun miTha aam hai
aur ab mera bhala kya kaam hai
mango khana aur pina milkshake
shaghl ab apna ye subh-o-sham hai
garmiyan hain garmiyan hain garmiyan
aam hai aur aam hai aur aam hai
nashta khana dinner ya lunch ho
aam ke mausam mein nazr-e-am hai
main nahin chhoDunga ab langDe ki Tang
chus lunga chausa aisa aam hai
aam kahta hai jise sara jahan
ghaaliban jannat ke phal ka nam hai
is ki quwwat ka bhala kya puchhna
fauq sadha pista-o-baadam hai
shauq jis ko aam khane ka nahin
zauq mein wo ham-sar-e-inam hai
sab phalon ka jab taqabul ho 'asar'
aam hi bas qabil-e-inam hai

(359) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aam Hai Aur Aam Hai written by Shaheen Iqbal Asar at UrduPoint. Aam Hai Aur Aam Hai is one of the masterpieces written by Shaheen Iqbal Asar. You can also find the complete poetry collection of Shaheen Iqbal Asar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaheen Iqbal Asar' above.

Aam Hai Aur Aam Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Aam Hai Aur Aam Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.