Agar Ye Raushni Qalb O Nazar Se Aai Hai, Urdu Ghazal By Shaheen Mufti

Agar Ye Raushni Qalb O Nazar Se Aai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaheen Mufti. Agar Ye Raushni Qalb O Nazar Se Aai Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Agar Ye Raushni Qalb O Nazar Se Aai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگر یہ روشنی قلب و نظر سے آئی ہے

شاہین مفتی

اگر یہ روشنی قلب و نظر سے آئی ہے

تو پھر شبیہ ستم گر کدھر سے آئی ہے

مہک رہا ہے بدن مانگ میں ستارے ہیں

شب فراق بتا کس کے گھر سے آئی ہے

گلوں میں رنگ تو خون جگر سے آیا ہے

مگر یہ تازگی اس چشم تر سے آئی ہے

روش روش پہ کچھ ایسے ٹہل رہی ہے صبا

کہ جیسے ہو کے تری رہ گزر سے آئی ہے

اسے تو گوشۂ مخصوص میں سنبھال کے رکھ

کرن ہے کوچۂ شمس و قمر سے آئی ہے

شاہین مفتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agar Ye Raushni Qalb O Nazar Se Aai Hai

Shaheen Mufti

agar ye raushni qalb o nazar se aai hai
to phir shabih-e-sitam-gar kidhar se aai hai

mahak raha hai badan mang mein sitare hain
shab-e-firaq bata kis ke ghar se aai hai

gulon mein rang to KHun-e-jigar se aaya hai
magar ye tazgi is chashm-e-tar se aai hai

rawish rawish pe kuchh aaise Tahal rahi hai saba
ki jaise ho ke teri rahguzar se aai hai

ise tu gosha-e-maKHsus mein sambhaal ke rakh
kiran hai kucha-e-shams-o-qamar se aai hai

(424) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Agar Ye Raushni Qalb O Nazar Se Aai Hai written by Shaheen Mufti at UrduPoint. Agar Ye Raushni Qalb O Nazar Se Aai Hai is one of the masterpieces written by Shaheen Mufti. You can also find the complete poetry collection of Shaheen Mufti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaheen Mufti' above.

Agar Ye Raushni Qalb O Nazar Se Aai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agar Ye Raushni Qalb O Nazar Se Aai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.