Yun To Is Bazm Mein Apne Bhi Hain Begane Bhi, Urdu Ghazal By Shahid Akhtar

Yun To Is Bazm Mein Apne Bhi Hain Begane Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Akhtar. Yun To Is Bazm Mein Apne Bhi Hain Begane Bhi comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Yun To Is Bazm Mein Apne Bhi Hain Begane Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں تو اس بزم میں اپنے بھی ہیں بیگانے بھی

شاہد اختر

یوں تو اس بزم میں اپنے بھی ہیں بیگانے بھی

لیکن اب دیکھیے کوئی ہمیں پہچانے بھی

آشنا راہ میں کترا کے گزر جاتے ہیں

اپنے ہی شہر میں ہم ہو گئے انجانے بھی

اب کہاں جائیں کہ اس سے بھی تعلق نہ رہا

اپنا گھر یاد نہیں بند ہیں میخانے بھی

فکر داماں ہے نہ کچھ جیب و گریباں کی خبر

کتنے آرام سے ہیں آپ کے دیوانے بھی

یوں تعارف نہ سہی آپ سے لیکن شاہدؔ

سنتے آئے ہیں بہت آپ کے افسانے بھی

شاہد اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun To Is Bazm Mein Apne Bhi Hain Begane Bhi

Shahid Akhtar

yun to is bazm mein apne bhi hain begane bhi
lekin ab dekhiye koi hamein pahchane bhi

aashna rah mein katra ke guzar jate hain
apne hi shahr mein hum ho gae anjaane bhi

ab kahan jaen ki us se bhi talluq na raha
apna ghar yaad nahin band hain maiKHane bhi

fikr-e-daman hai na kuchh jaib-o-gareban ki KHabar
kitne aaram se hain aap ke diwane bhi

yun taaruf na sahi aap se lekin 'shahid'
sunte aae hain bahut aap ke afsane bhi

(397) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun To Is Bazm Mein Apne Bhi Hain Begane Bhi written by Shahid Akhtar at UrduPoint. Yun To Is Bazm Mein Apne Bhi Hain Begane Bhi is one of the masterpieces written by Shahid Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Shahid Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Akhtar' above.

Yun To Is Bazm Mein Apne Bhi Hain Begane Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun To Is Bazm Mein Apne Bhi Hain Begane Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.