Daur-e-KHizan Mein Mazhar-e-josh-e-bahaar The, Urdu Ghazal By Shahid Bhopali

Daur-e-KHizan Mein Mazhar-e-josh-e-bahaar The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Bhopali. Daur-e-KHizan Mein Mazhar-e-josh-e-bahaar The comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Daur-e-KHizan Mein Mazhar-e-josh-e-bahaar The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دور خزاں میں مظہر جوش بہار تھے

شاہد بھوپالی

دور خزاں میں مظہر جوش بہار تھے

وہ ہاتھ جن میں جیب و گریباں کے تار تھے

دل ہی کو اعتبار نہ آیا میں کیا کروں

وعدے تمہارے لائق صد اعتبار تھے

ان کے بغیر گزرے جو ان کے خیال میں

لمحے وہی تو اشک شب انتظار تھے

جذبے جواں ہوئے جو صلیبوں کے درمیاں

احساس زندگی کا حسیں شاہکار تھے

اک تیری یاد تھی کہ جو دل میں بسی رہی

کہنے کو یوں تو میرے بہت غم گسار تھے

جو ہنستے ہنستے پی گئے ہر تلخ بات کو

وہ رند میکدے میں بڑے با وقار تھے

مجبوریاں بھی ہوتی ہیں کچھ زندگی کے ساتھ

کیا ہم خوشی سے اپنے غموں کے شکار تھے

دریا کی موج موج نے کیا کیا کئے سلوک

کچھ وہ بتا سکیں گے جو طوفاں کے پار تھے

شاہدؔ یہ انقلاب زمانہ تو دیکھیے

مفلس وہ ہو گئے ہیں کہ جو تاجدار تھے

شاہد بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Daur-e-KHizan Mein Mazhar-e-josh-e-bahaar The

Shahid Bhopali

daur-e-KHizan mein mazhar-e-josh-e-bahaar the
wo hath jin mein jaib-o-gareban ke tar the

dil hi ko e'tibar na aaya main kya karun
wade tumhaare laeq-e-sad-e'tibar the

un ke baghair guzre jo un ke KHayal mein
lamhe wahi to ashk-e-shab-e-intizar the

jazbe jawan hue jo salibon ke darmiyan
ehsas-e-zindagi ka hasin shahkar the

ek teri yaad thi ki jo dil mein basi rahi
kahne ko yun to mere bahut gham-gusar the

jo hanste hanste pi gae har talKH baat ko
wo rind mai-kade mein baDe ba-waqar the

majburiyan bhi hoti hain kuchh zindagi ke sath
kya hum KHushi se apne ghamon ke shikar the

dariya ki mauj mauj ne kya kya kiye suluk
kuchh wo bata sakenge jo tufan ke par the

'shahid' ye inqilab-e-zamana to dekhiye
muflis wo ho gae hain ki jo tajdar the

(357) ووٹ وصول ہوئے

You can read Daur-e-KHizan Mein Mazhar-e-josh-e-bahaar The written by Shahid Bhopali at UrduPoint. Daur-e-KHizan Mein Mazhar-e-josh-e-bahaar The is one of the masterpieces written by Shahid Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Shahid Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Bhopali' above.

Daur-e-KHizan Mein Mazhar-e-josh-e-bahaar The is a widely read Urdu Ghazal. If you like Daur-e-KHizan Mein Mazhar-e-josh-e-bahaar The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.