Kamre Se Bahar Ka KHauf, Urdu Nazam By Shahid Jameel
Kamre Se Bahar Ka KHauf is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shahid Jameel. Kamre Se Bahar Ka KHauf comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Nazam. You can read Kamre Se Bahar Ka KHauf on this page of UrduPoint.
کمرے سے باہر کا خوف
شاہد جمیل
میرے کمرے میں
کھڑکی کا پردہ ہٹا کر درندہ کوئی گھس رہا ہے
کواڑوں میں کی ہول سے آنکھ عفریت کی جھانک کر دیکھتی ہے
قریں وینٹیلیٹر کے چمگادڑیں جھولتی ہیں
کتابوں کے ٹیبل سے چمٹا ہوا سانپ پھن کاڑھتا ہے
وہاں ہینگر سے لٹکتا ہے بچھو
لپکتا ہوا چڑھ گیا کارنس پر کوئی کیکڑا ہے
وہ ٹی وی کے پیچھے سے ہوتی ہے جو سرسراہٹ کسی کاکروچ کی نہیں ہے
ادھر لیمپ کی اوٹ سے گھورتی چھپکلی کر رہی ہے اشارے
مسہری سے لگ کر کریہہ اور بد شکل مکڑا کھڑا ہے
لحاف اور بستر میں تکیے کے نیچے سرکتے ہوئے کھنکھجوروں کا دل ناچتا ہے
مری آنکھ میں رینگتی ساعتوں سے لرزتی ہے دیوار
کلنڈر بھیانک خموشی میں پر پھڑپھڑاتا ہے
کھا کر ہواؤں کے تھپڑ بڑے زور سے چیختا ہے نکل جاؤ
لیکن
مجھے یہ پتہ ہے
کہ کمرے سے باہر اگر میں نکل کر گیا تو
یہ سچ ہے کہ پتھر کا ہو جاؤں گا
شاہد جمیل
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Kamre Se Bahar Ka KHauf
Shahid Jameel
khiDki ka parda haTa kar darinda koi ghus raha hai
kiwaDon mein key-hole se aankh ifrit ki jhank kar dekhti hai
qarin wentilator ke chamgadaDen jhulti hain
kitabon ke Table se chimTa hua sanp phan kaDhta hai
wahan hanger se laTakta hai bichchhu
lapakta hua chaDh gaya carnas par koi kekDa hai
wo T w ke pichhe se hoti hai jo sarsarahaT kisi cockroach ki nahin hai
udhar lamp ki oT se ghurti chhipkali kar rahi hai ishaare
masahri se lag kar karih aur bad-shakl makDa khaDa hai
lihaf aur bistar mein takiye ke niche sarakte hue kankhajuron ka dil nachta hai
meri aankh mein rengti saaton se larazti hai diwar
calendar bhayanak KHamoshi mein par phaDphaData hai
kha kar hawaon ke thappaD baDe zor se chiKHta hai nikal jao
lekin
mujhe ye pata hai
ki kamre se bahar agar main nikal kar gaya to
ye sach hai ki patthar ka ho jaunga
(694) ووٹ وصول ہوئے
Related Shahid Jameel Poetry
More Shahid Jameel Poetry
خالی مکان میں ایک دعا
Shahid Jameel - شاہد جمیل
Khaali Makan Mein Ek Dua

تمہاری یادوں کو الزام دیتے رہتے ہیں
Shahid Jameel - شاہد جمیل
Tumhaari Yaadon Ko Ilzam Dete Rahte Hain

ہاں ہمیں میرؔ کا دیوان نہیں ہونا ہے
Shahid Jameel - شاہد جمیل
Han Hamein Mir Ka Diwan Nahin Hona Hai

خود احتسابی کی ایک شام
Shahid Jameel - شاہد جمیل
Khud-ehtisabi Ki Ek Sham

وقت سب خرچ مرا غم کو کھپانے میں ہوا
Shahid Jameel - شاہد جمیل
Waqt Sab Kharch Mera Gham Ko Khapane Mein Hua

اس کا قصہ چھڑا نقابیں کھینچ
Shahid Jameel - شاہد جمیل
Us Ka Qissa Chhida Naqaben Khinch

ہر طرح ہم ہی ترے ساتھ ہوئے جاتے ہیں
Shahid Jameel - شاہد جمیل
Har Tarah Hum Hi Tere Sath Hue Jate Hain

تم خواب سہی
Shahid Jameel - شاہد جمیل
Tum Khwab Sahi

You can read Kamre Se Bahar Ka KHauf written by Shahid Jameel at UrduPoint. Kamre Se Bahar Ka KHauf is one of the masterpieces written by Shahid Jameel. You can also find the complete poetry collection of Shahid Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Jameel' above.
Kamre Se Bahar Ka KHauf is a widely read Urdu Nazam. If you like Kamre Se Bahar Ka KHauf, you will also like to read other famous Urdu Nazam.
You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.