Ruh Ko Qaid Kiye Jism Ke Haalon Mein Rahe, Urdu Ghazal By Shahid Kabir

Ruh Ko Qaid Kiye Jism Ke Haalon Mein Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Kabir. Ruh Ko Qaid Kiye Jism Ke Haalon Mein Rahe comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Ruh Ko Qaid Kiye Jism Ke Haalon Mein Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روح کو قید کیے جسم کے ہالوں میں رہے

شاہد کبیر

روح کو قید کیے جسم کے ہالوں میں رہے

لوگ مکڑی کی طرح اپنے ہی جالوں میں رہے

جسم کو آئنہ دکھلاتے ہیں سائے ورنہ

آدمی کے لیے اچھا تھا اجالوں میں رہے

وقت سے پہلے ہو کیوں ذہن پہ خورشید کا بوجھ

رات باقی ہے ابھی چاند پیالوں میں رہے

پھر تو رہنا ہی ہے گھورے کا مقدر ہو کر

پھول تازہ ہے ابھی ریشمی بالوں میں رہے

شوق ہی ہے تو بہرحال تماشا بنیے

یہ ضروری نہیں وہ دیکھنے والوں میں رہے

اب کلنڈر میں نیا ڈھونڈئیے چہرہ شاہدؔ

کب تلک ایک ہی تصویر خیالوں میں رہے

شاہد کبیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ruh Ko Qaid Kiye Jism Ke Haalon Mein Rahe

Shahid Kabir

ruh ko qaid kiye jism ke haalon mein rahe
log makDi ki tarah apne hi jalon mein rahe

jism ko aaina dikhlate hain sae warna
aadmi ke liye achchha tha ujalon mein rahe

waqt se pahle ho kyun zehn pe KHurshid ka bojh
raat baqi hai abhi chand piyalon mein rahe

phir to rahna hi hai ghure ka muqaddar ho kar
phul taza hai abhi reshmi baalon mein rahe

shauq hi hai to bahar-haal tamasha baniye
ye zaruri nahin wo dekhne walon mein rahe

ab calendar mein naya DhunDiye chehra 'shahid'
kab talak ek hi taswir KHayalon mein rahe

(491) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ruh Ko Qaid Kiye Jism Ke Haalon Mein Rahe written by Shahid Kabir at UrduPoint. Ruh Ko Qaid Kiye Jism Ke Haalon Mein Rahe is one of the masterpieces written by Shahid Kabir. You can also find the complete poetry collection of Shahid Kabir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Kabir' above.

Ruh Ko Qaid Kiye Jism Ke Haalon Mein Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ruh Ko Qaid Kiye Jism Ke Haalon Mein Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.