Siyah Safha-e-hasti Pe Main Ubhar Na Saka, Urdu Ghazal By Shahid Kaleem

Siyah Safha-e-hasti Pe Main Ubhar Na Saka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Kaleem. Siyah Safha-e-hasti Pe Main Ubhar Na Saka comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Siyah Safha-e-hasti Pe Main Ubhar Na Saka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سیاہ صفحۂ ہستی پہ میں ابھر نہ سکا

شاہد کلیم

سیاہ صفحۂ ہستی پہ میں ابھر نہ سکا

مری شبیہ میں کوئی بھی رنگ بھر نہ سکا

ہر ایک راہ تھی مسدود کوہساروں میں

بلندیوں سے کسی طرح میں اتر نہ سکا

برے دنوں کا میں اک خوفناک منظر ہوں

مجھے کبھی بھی کوئی شخص یاد کر نہ سکا

نکیلے خار تھے شیشے تھے سنگ ریزے تھے

رہ حیات سے بے داغ میں گزر نہ سکا

پکارتا رہا مجھ کو کوئی مگر شاہدؔ

میں موج بحر تھا پل بھر کہیں ٹھہر نہ سکا

شاہد کلیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Siyah Safha-e-hasti Pe Main Ubhar Na Saka

Shahid Kaleem

siyah safha-e-hasti pe main ubhar na saka
meri shabih mein koi bhi rang bhar na saka

har ek rah thi masdud kohsaron mein
bulandiyon se kisi tarah main utar na saka

bure dinon ka main ek KHaufnak manzar hun
mujhe kabhi bhi koi shaKHs yaad kar na saka

nukile KHar the shishe the sang-reze the
rah-e-hayat se be-dagh main guzar na saka

pukarta raha mujh ko koi magar 'shahid'
main mauj-e-bahr tha pal bhar kahin Thahar na saka

(415) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Siyah Safha-e-hasti Pe Main Ubhar Na Saka written by Shahid Kaleem at UrduPoint. Siyah Safha-e-hasti Pe Main Ubhar Na Saka is one of the masterpieces written by Shahid Kaleem. You can also find the complete poetry collection of Shahid Kaleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Kaleem' above.

Siyah Safha-e-hasti Pe Main Ubhar Na Saka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Siyah Safha-e-hasti Pe Main Ubhar Na Saka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.