Duniya Ko Ehtiram Ka Matlab Nahin Pata, Urdu Ghazal By Shahid Karim

Duniya Ko Ehtiram Ka Matlab Nahin Pata is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Karim. Duniya Ko Ehtiram Ka Matlab Nahin Pata comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Duniya Ko Ehtiram Ka Matlab Nahin Pata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دنیا کو احترام کا مطلب نہیں پتہ

شاہد کریم

دنیا کو احترام کا مطلب نہیں پتہ

یعنی ہمارے نام کا مطلب نہیں پتہ

مدت سے چل رہا ہوں میں منزل کی چاہ میں

اب تک مجھے قیام کا مطلب نہیں پتہ

کتنی بھی دھوم دھام ہو لگتا نہیں ہے جی

اس دل کو دھوم دھام کا مطلب نہیں پتہ

فتویٰ وہ دے رہا ہے مسلسل حرام کا

جس شخص کو حرام کا مطلب نہیں پتہ

یہ نفرتیں یہ شور یہ نعرے یہ قتل عام

تم کو ہمارے رام کا مطلب نہیں پتہ

کہتے ہیں کیوں اداس ہو شاہد کریمؔ تم

جن کو اداس شام کا مطلب نہیں پتہ

شاہد کریم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Duniya Ko Ehtiram Ka Matlab Nahin Pata

Shahid Karim

duniya ko ehtiram ka matlab nahin pata
yani hamare nam ka matlab nahin pata

muddat se chal raha hun main manzil ki chah mein
ab tak mujhe qiyam ka matlab nahin pata

kitni bhi dhum-dham ho lagta nahin hai ji
is dil ko dhum-dham ka matlab nahin pata

fatwa wo de raha hai musalsal haram ka
jis shaKHs ko haram ka matlab nahin pata

ye nafraten ye shor ye nare ye qatl-e-am
tum ko hamare ram ka matlab nahin pata

kahte hain kyon udas ho 'shahid-karim’ tum
jin ko udas sham ka matlab nahin pata

(457) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Duniya Ko Ehtiram Ka Matlab Nahin Pata written by Shahid Karim at UrduPoint. Duniya Ko Ehtiram Ka Matlab Nahin Pata is one of the masterpieces written by Shahid Karim. You can also find the complete poetry collection of Shahid Karim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Karim' above.

Duniya Ko Ehtiram Ka Matlab Nahin Pata is a widely read Urdu Ghazal. If you like Duniya Ko Ehtiram Ka Matlab Nahin Pata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.