KHauf Se Ab Yun Na Apne Ghar Ka Darwaza Laga, Urdu Ghazal By Shahid Meer

KHauf Se Ab Yun Na Apne Ghar Ka Darwaza Laga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Meer. KHauf Se Ab Yun Na Apne Ghar Ka Darwaza Laga comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KHauf Se Ab Yun Na Apne Ghar Ka Darwaza Laga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوف سے اب یوں نہ اپنے گھر کا دروازہ لگا

شاہد میر

خوف سے اب یوں نہ اپنے گھر کا دروازہ لگا

تیز ہیں کتنی ہوائیں اس کا اندازہ لگا

خشک تھا موسم مگر برسی گھٹا جب یاد کی

دل کا مرجھایا ہوا غنچہ تر و تازہ لگا

روشنی سی کر گئی قربت کسی کے جسم کی

روح میں کھلتا ہوا مشرق کا دروازہ لگا

یہ اندھیری رات بے نام و نشاں کر جائے گی

اپنے چہرے پر سنہری دھوپ کا غازہ لگا

ذہن پر جس دم ترا احساس غالب آ گیا

دور تک بکھرا ہوا لفظوں کا شیرازہ لگا

ہم خیال و ہم نوا بھی تجھ کو مل ہی جائیں گے

رات کے تنہا مسافر کوئی آوازہ لگا

شاہد میر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHauf Se Ab Yun Na Apne Ghar Ka Darwaza Laga

Shahid Meer

KHauf se ab yun na apne ghar ka darwaza laga
tez hain kitni hawaen is ka andaza laga

KHushk tha mausam magar barsi ghaTa jab yaad ki
dil ka murjhaya hua ghuncha tar-o-taza laga

raushni si kar gai qurbat kisi ke jism ki
ruh mein khulta hua mashriq ka darwaza laga

ye andheri raat benam-o-nishan kar jaegi
apne chehre par sunahri dhup ka ghaza laga

zehn par jis dam tera ehsas ghaalib aa gaya
dur tak bikhra hua lafzon ka shiraaza laga

ham-KHayal o ham-nawa bhi tujh ko mil hi jaenge
raat ke tanha musafir koi aawaza laga

(446) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHauf Se Ab Yun Na Apne Ghar Ka Darwaza Laga written by Shahid Meer at UrduPoint. KHauf Se Ab Yun Na Apne Ghar Ka Darwaza Laga is one of the masterpieces written by Shahid Meer. You can also find the complete poetry collection of Shahid Meer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Meer' above.

KHauf Se Ab Yun Na Apne Ghar Ka Darwaza Laga is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHauf Se Ab Yun Na Apne Ghar Ka Darwaza Laga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.