Bahar To Kar Raha Hun Main Aaraishen Bahut, Urdu Ghazal By Shahid Shaidai
Bahar To Kar Raha Hun Main Aaraishen Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Shaidai. Bahar To Kar Raha Hun Main Aaraishen Bahut comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Bahar To Kar Raha Hun Main Aaraishen Bahut on this page of UrduPoint.
باہر تو کر رہا ہوں میں آرائشیں بہت
شاہد شیدائی
باہر تو کر رہا ہوں میں آرائشیں بہت
اندر ہیں پر مکان کے آلائشیں بہت
تو ہے کہ تیرے ساتھ ہیں آسائشیں بہت
میں ہوں کہ میرے ساتھ مریں خواہشیں بہت
نقش و نگار کیا یہاں دیوار و در نہیں
شاید کہ اس مکاں پہ رہیں بارشیں بہت
ہم تھے کہ اپنی ذات کے جنگل میں گم رہے
تھیں عرصۂ حیات میں گنجائشیں بہت
اپنا وجود راہ کا پتھر سمجھ کے میں
اپنے خلاف کرتا رہا سازشیں بہت
کچھ گھر چمک اٹھے تو کئی گھر جھلس گئے
رسوا ہیں آفتاب تری تابشیں بہت
ہر لمحہ اک نشاط ہے ظاہر کا میل جول
گہرے ہوں رسم و راہ تو پھر رنجشیں بہت
اپنا بھی لے تو گاؤں کی سادہ سی زندگی
شاہدؔ عبث ہیں شہر میں زیبائشیں بہت
شاہد شیدائی
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Bahar To Kar Raha Hun Main Aaraishen Bahut
Shahid Shaidai
andar hain par makan ke aalaishen bahut
tu hai ki tere sath hain aasaishen bahut
main hun ki mere sath marin KHwahishen bahut
naqsh-o-nigar kya yahan diwar-o-dar nahin
shayad ki is makan pe rahen barishen bahut
hum the ki apni zat ke jangal mein gum rahe
thin arsa-e-hayat mein gunjaishen bahut
apna wajud rah ka patthar samajh ke main
apne KHilaf karta raha sazishen bahut
kuchh ghar chamak uThe to kai ghar jhulas gae
ruswa hain aaftab teri tabishen bahut
har lamha ek nashat hai zahir ka mel-jol
gahre hon rasm-o-rah to phir ranjishen bahut
apna bhi le tu ganw ki sada si zindagi
'shahid' abas hain shahr mein zebaishen bahut
(458) ووٹ وصول ہوئے
Related Shahid Shaidai Poetry
Related Poetry
More Shahid Shaidai Poetry
جانے کیا جرم ہوا ہے مجھ سے
Shahid Shaidai - شاہد شیدائی
Jaane Kya Jurm Hua Hai Mujhse
موج آئے کوئی حلقۂ گرداب کی صورت
Shahid Shaidai - شاہد شیدائی
Mauj Aae Koi Halqa-e-girdab Ki Surat
جن دنوں لفظوں میں عکس سرخیٔ رخسار تھا
Shahid Shaidai - شاہد شیدائی
Jin Dinon Lafzon Mein Aks-e-surkhi-e-rukhsar Tha
کتاب محبت ہے خواہش گزیدہ
Shahid Shaidai - شاہد شیدائی
Kitab-e-mohabbat Hai Khwahish Gazida
پہنا لباس نے ہے اک اک انگ دیکھنا
Shahid Shaidai - شاہد شیدائی
Pahna Libas Ne Hai Ek Ik Ang Dekhna
آنکھوں میں ہے پر آنکھ نے دیکھا نہیں ابھی
Shahid Shaidai - شاہد شیدائی
Aankhon Mein Hai Par Aankh Ne Dekha Nahin Abhi
باہر تو کر رہا ہوں میں آرائشیں بہت
Shahid Shaidai - شاہد شیدائی
Bahar To Kar Raha Hun Main Aaraishen Bahut
کام کرودھ سے ناواقف ہے سدھ بدھ سے بیگانہ بھی
Shahid Shaidai - شاہد شیدائی
Kaam Krodh Se Na-waqif Hai Sudh-budh Se Begana Bhi
You can read Bahar To Kar Raha Hun Main Aaraishen Bahut written by Shahid Shaidai at UrduPoint. Bahar To Kar Raha Hun Main Aaraishen Bahut is one of the masterpieces written by Shahid Shaidai. You can also find the complete poetry collection of Shahid Shaidai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Shaidai' above.
Bahar To Kar Raha Hun Main Aaraishen Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahar To Kar Raha Hun Main Aaraishen Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.