Hawa Ke Hausle Zanjir Karna Chahta Hai, Urdu Ghazal By Shahnaz Noor

Hawa Ke Hausle Zanjir Karna Chahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahnaz Noor. Hawa Ke Hausle Zanjir Karna Chahta Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hawa Ke Hausle Zanjir Karna Chahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوا کے حوصلے زنجیر کرنا چاہتا ہے

شہناز نور

ہوا کے حوصلے زنجیر کرنا چاہتا ہے

وہ میری خواہشیں تصویر کرنا چاہتا ہے

نظر جس سے چرا کر میں گزرنا چاہتی ہوں

وہ موسم ہی مجھے تسخیر کرنا چاہتا ہے

وصال دید کو آنکھیں چھپانا چاہتی ہیں

مگر دل واقعہ تحریر کرنا چاہتا ہے

مزاج باد و باراں آشنا ہے شوق لیکن

نئے دیوار و در تعمیر کرنا چاہتا ہے

مرے سارے سوال اس کی نظر کے منتظر ہیں

وہ دانستہ مگر تاخیر کرنا چاہتا ہے

شہناز نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawa Ke Hausle Zanjir Karna Chahta Hai

Shahnaz Noor

hawa ke hausle zanjir karna chahta hai
wo meri KHwahishen taswir karna chahta hai

nazar jis se chura kar main guzarna chahti hun
wo mausam hi mujhe tasKHir karna chahta hai

visal-e-did ko aankhen chhupana chahti hain
magar dil waqia tahrir karna chahta hai

mizaj-e-baad-o-baran aashna hai shauq lekin
nae diwar-o-dar tamir karna chahta hai

mere sare sawal us ki nazar ke muntazir hain
wo danista magar taKHir karna chahta hai

(483) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hawa Ke Hausle Zanjir Karna Chahta Hai written by Shahnaz Noor at UrduPoint. Hawa Ke Hausle Zanjir Karna Chahta Hai is one of the masterpieces written by Shahnaz Noor. You can also find the complete poetry collection of Shahnaz Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnaz Noor' above.

Hawa Ke Hausle Zanjir Karna Chahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawa Ke Hausle Zanjir Karna Chahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.