Ye Jo Insan Hain Be-shumar, Urdu Ghazal By Shahzad Anwar

Ye Jo Insan Hain Be-shumar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahzad Anwar. Ye Jo Insan Hain Be-shumar comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Jo Insan Hain Be-shumar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ جو انسان ہیں بے شمار

شہزاد انور

یہ جو انسان ہیں بے شمار

ان کے ارمان ہیں بے شمار

زندگی میں تجھے کیا لکھوں

تیرے عنوان ہیں بے شمار

اے خدا کر حفاظت مری

دشمن جان ہیں بے شمار

میری کشتی ہے ٹوٹی ہوئی

اور طوفان ہیں بے شمار

باغ میں گل کھلا ایک ہے

اور گلدان ہیں بے شمار

درد دل میں بھرا ہے مگر

لب پہ مسکان ہیں بے شمار

جس پہ قربان انورؔ ہو تم

اس پہ قربان ہیں بے شمار

شہزاد انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Jo Insan Hain Be-shumar

Shahzad Anwar

ye jo insan hain be-shumar
in ke arman hain be-shumar

zindagi main tujhe kya likhun
tere unwan hain be-shumar

ai KHuda kar hifazat meri
dushman-e-jaan hain be-shumar

meri kashti hai TuTi hui
aur tufan hain be-shumar

bagh mein gul khila ek hai
aur gul-dan hain be-shumar

dard dil mein bhara hai magar
lab pe muskan hain be-shumar

jis pe qurban 'anwar' ho tum
us pe qurban hain be-shumar

(315) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Jo Insan Hain Be-shumar written by Shahzad Anwar at UrduPoint. Ye Jo Insan Hain Be-shumar is one of the masterpieces written by Shahzad Anwar. You can also find the complete poetry collection of Shahzad Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahzad Anwar' above.

Ye Jo Insan Hain Be-shumar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Jo Insan Hain Be-shumar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.