Hasti Ki Qaid Se Ai Dil Aazad Hoiye, Urdu Ghazal By Shaikh Zahuruddin Hatim

Hasti Ki Qaid Se Ai Dil Aazad Hoiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaikh Zahuruddin Hatim. Hasti Ki Qaid Se Ai Dil Aazad Hoiye comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Hasti Ki Qaid Se Ai Dil Aazad Hoiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہستی کی قید سے اے دل آزاد ہوئیے

شیخ ظہور الدین حاتم

ہستی کی قید سے اے دل آزاد ہوئیے

صحرا میں جا کے خوب سا ہنس ہنس کے روئیے

دونوں جہاں کا شادی و غم دل سے بھول کر

پاؤں دراز کر کے فراغت سے سوئیے

اے چشم از برائے خدا گر مدد کرے

اعمال نامہ اپنا تو رو رو کے دھویئے

حاتمؔ کسی سے اپنی مصیبت کو تو نہ کہہ

کیا فائدہ جو اپنا بھرم مفت کھوئیے

شیخ ظہور الدین حاتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hasti Ki Qaid Se Ai Dil Aazad Hoiye

Shaikh Zahuruddin Hatim

hasti ki qaid se ai dil aazad hoiye
sahra mein ja ke KHub sa hans hans ke roiye

donon jahan ka shadi o gham dil se bhul kar
panw daraaz kar ke faraghat se soiye

ai chashm az-barae-KHuda gar madad kare
aamal-nama apna to ro ro ke dhoiye

'hatim' kisi se apni musibat ko tu na kah
kya faeda jo apna bharam muft khoiye

(340) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hasti Ki Qaid Se Ai Dil Aazad Hoiye written by Shaikh Zahuruddin Hatim at UrduPoint. Hasti Ki Qaid Se Ai Dil Aazad Hoiye is one of the masterpieces written by Shaikh Zahuruddin Hatim. You can also find the complete poetry collection of Shaikh Zahuruddin Hatim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaikh Zahuruddin Hatim' above.

Hasti Ki Qaid Se Ai Dil Aazad Hoiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hasti Ki Qaid Se Ai Dil Aazad Hoiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.