Jis Ko Dekha So Yahan Dushman-e-jaan Hai Apna, Urdu Ghazal By Shaikh Zahuruddin Hatim

Jis Ko Dekha So Yahan Dushman-e-jaan Hai Apna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaikh Zahuruddin Hatim. Jis Ko Dekha So Yahan Dushman-e-jaan Hai Apna comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ko Dekha So Yahan Dushman-e-jaan Hai Apna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس کو دیکھا سو یہاں دشمن جاں ہے اپنا

شیخ ظہور الدین حاتم

جس کو دیکھا سو یہاں دشمن جاں ہے اپنا

دل کو جانے تھے ہم اپنا سو کہاں ہے اپنا

قصۂ مجنوں و فرہاد بھی اک پردا ہے

جو فسانہ ہے یہاں شرح و بیاں ہے اپنا

وصف کہنے میں ترے حسن کے شرمندہ ہوں

اس کے قابل نہ زباں ہے نہ دہاں ہے اپنا

جس کو جانا ہو بھلا اس کو برا کیا کہیے

گو کہ بد وضع ہے پر اب تو میاں ہے اپنا

شیخ ظہور الدین حاتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ko Dekha So Yahan Dushman-e-jaan Hai Apna

Shaikh Zahuruddin Hatim

jis ko dekha so yahan dushman-e-jaan hai apna
dil ko jaane the hum apna so kahan hai apna

qissa-e-majnun-o-farhad bhi ek parda hai
jo fasana hai yahan sharh-o-bayan hai apna

wasf kahne mein tere husn ke sharminda hun
us ke qabil na zaban hai na dahan hai apna

jis ko jaana ho bhala us ko bura kya kahiye
go ki bad-waza hai par ab to miyan hai apna

(360) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Ko Dekha So Yahan Dushman-e-jaan Hai Apna written by Shaikh Zahuruddin Hatim at UrduPoint. Jis Ko Dekha So Yahan Dushman-e-jaan Hai Apna is one of the masterpieces written by Shaikh Zahuruddin Hatim. You can also find the complete poetry collection of Shaikh Zahuruddin Hatim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaikh Zahuruddin Hatim' above.

Jis Ko Dekha So Yahan Dushman-e-jaan Hai Apna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ko Dekha So Yahan Dushman-e-jaan Hai Apna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.