Na Mohtasib Se Ye Mujhko Gharaz Na Mast Se Kaam, Urdu Ghazal By Shaikh Zahuruddin Hatim

Na Mohtasib Se Ye Mujhko Gharaz Na Mast Se Kaam is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaikh Zahuruddin Hatim. Na Mohtasib Se Ye Mujhko Gharaz Na Mast Se Kaam comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Mohtasib Se Ye Mujhko Gharaz Na Mast Se Kaam on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ محتسب سے یہ مجھ کو غرض نہ مست سے کام

شیخ ظہور الدین حاتم

نہ محتسب سے یہ مجھ کو غرض نہ مست سے کام

مجھے تو لینا ہے ساقی کے آج دست سے کام

صنم تو میری پرستش کی قدر تب جانے

کہ جب پڑے تجھے کافر خدا پرست سے کام

میں گوشہ گیر ہوا سیر کر نشیب و فراز

رہا نہ میرے قدم کو بلند و پست سے کام

رکھے ہے شیشہ مرا سنگ ساتھ ربط قدیم

کہ آٹھ پہر مرے دل کو ہے شکست سے کام

جسے مساوی ہے ماضی و حال و مستقبل

اسے رہا نہیں آئندہ بود و ہست سے کام

میں کفر و دیں سے گزر کر ہوا ہوں لا مذہب

خدا پرست سے مطلب نہ بت پرست سے کام

کسو کو قید کرے ہے کسو کو باندھے ہے

وہ لے ہے اپنے عمل بیچ بند و بست سے کام

دل اس کی زلف کے پیچوں میں حاتمؔ الجھا ہے

رکھے نہیں ہے مرا صید دام و شست سے کام

شیخ ظہور الدین حاتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Mohtasib Se Ye Mujhko Gharaz Na Mast Se Kaam

Shaikh Zahuruddin Hatim

na mohtasib se ye mujh ko gharaz na mast se kaam
mujhe to lena hai saqi ke aaj dast se kaam

sanam tu meri parastish ki qadr tab jaane
ki jab paDe tujhe kafir KHuda-parast se kaam

main gosha-gir hua sair kar nasheb o faraaz
raha na mere qadam ko buland o past se kaam

rakhe hai shisha mera sang sath rabt-e-qadim
ki aaTh pahr mere dil ko hai shikast se kaam

jise masawi hai mazi o haal o mustaqbil
use raha nahin aainda bud-o-hast se kaam

main kufr o din se guzar kar hua hun la-mazhab
KHuda-parast se matlab na but-parast se kaam

kisu ko qaid kare hai kisu ko bandhe hai
wo le hai apne amal bich band-o-bast se kaam

dil us ki zulf ke pechon mein 'hatim' uljha hai
rakhe nahin hai mera said dam o shust se kaam

(369) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Mohtasib Se Ye Mujhko Gharaz Na Mast Se Kaam written by Shaikh Zahuruddin Hatim at UrduPoint. Na Mohtasib Se Ye Mujhko Gharaz Na Mast Se Kaam is one of the masterpieces written by Shaikh Zahuruddin Hatim. You can also find the complete poetry collection of Shaikh Zahuruddin Hatim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaikh Zahuruddin Hatim' above.

Na Mohtasib Se Ye Mujhko Gharaz Na Mast Se Kaam is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Mohtasib Se Ye Mujhko Gharaz Na Mast Se Kaam, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.