Raushni Dil Mein Nazar Aai Hai, Urdu Ghazal By Shakeel Nashtar

Raushni Dil Mein Nazar Aai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Nashtar. Raushni Dil Mein Nazar Aai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raushni Dil Mein Nazar Aai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روشنی دل میں نظر آئی ہے

شکیل نشتر

روشنی دل میں نظر آئی ہے

پھر کوئی چوٹ ابھر آئی ہے

بن کے تحریر صبا درس جنوں

ورق گل پہ اتر آئی ہے

آئنہ دیکھنے والے تجھ کو

کس کی تصویر نظر آئی ہے

دل کے زخموں کا یہ عالم جیسے

کہکشاں دل میں اتر آئی ہے

شکریہ دشت کی ویرانی کا

مجھ سے ملنے مرے گھر آئی ہے

آج خوش یوں بھی ہوں نشترؔ کہ صبا

ایک مدت میں ادھر آئی ہے

شکیل نشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raushni Dil Mein Nazar Aai Hai

Shakeel Nashtar

raushni dil mein nazar aai hai
phir koi choT ubhar aai hai

ban ke tahrir-e-saba dars-e-junun
waraq-e-gul pe utar aai hai

aaina dekhne wale tujh ko
kis ki taswir nazar aai hai

dil ke zaKHmon ka ye aalam jaise
kahkashan dil mein utar aai hai

shukriya dasht ki virani ka
mujh se milne mere ghar aai hai

aaj KHush yun bhi hun 'nashtar' ki saba
ek muddat mein idhar aai hai

(397) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raushni Dil Mein Nazar Aai Hai written by Shakeel Nashtar at UrduPoint. Raushni Dil Mein Nazar Aai Hai is one of the masterpieces written by Shakeel Nashtar. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Nashtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Nashtar' above.

Raushni Dil Mein Nazar Aai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raushni Dil Mein Nazar Aai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.