Safar Se LauTte Lamhon Mein, Urdu Nazam By Shamim Qasmi

Safar Se LauTte Lamhon Mein is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shamim Qasmi. Safar Se LauTte Lamhon Mein comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Safar Se LauTte Lamhon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر سے لوٹتے لمحوں میں

شمیم قاسمی

وہ جسم

جس کو اندھیرے نے چاندنی میں بنا

وہ جسم

جس کو تراشا نہیں گیا تھا مگر

وہ جسم

خود ہی تراشا ہوا تھا اک پیکر

وہ جسم

جس کے وسیلے سے اس جزیرے کی

جو سیر میں نے کبھی کی تھی

بھولنا ہے عبث

وہ فاصلہ

کہ جو صدیوں میں طے نہیں ہوگا

وہ طے ہوا تھا

فقط صرف چند لمحوں میں

مری رگوں میں ابھی

خون منجمد ہے مگر

تمہاری یاد کی

پروا کبھی جو بہتی ہے

تو اپنے ہونے کا احساس جاگتا ہے بہت

الگ یہ بات

کہ یہ جسم ناتواں میرا

سفر سے لوٹتے لمحوں میں

ہانپتا ہے بہت

شمیم قاسمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Se LauTte Lamhon Mein

Shamim Qasmi

wo jism
jis ko andhere ne chandni mein buna
wo jism
jis ko tarasha nahin gaya tha magar
wo jism
KHud hi tarasha hua tha ek paikar
wo jism
jis ke wasile se us jazire ki
jo sair main ne kabhi ki thi
bhulna hai abas
wo fasla
ki jo sadiyon mein tai nahin hoga
wo tai hua tha
faqat sirf chand lamhon mein
meri ragon mein abhi
KHun munjamid hai magar
tumhaari yaad ki
purwa kabhi jo bahti hai
to apne hone ka ehsas jagta hai bahut
alag ye baat
ki ye jism-e-na-tawan mera
safar se lauTte lamhon mein
hanpta hai bahut

(378) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Se LauTte Lamhon Mein written by Shamim Qasmi at UrduPoint. Safar Se LauTte Lamhon Mein is one of the masterpieces written by Shamim Qasmi. You can also find the complete poetry collection of Shamim Qasmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Qasmi' above.

Safar Se LauTte Lamhon Mein is a widely read Urdu Nazam. If you like Safar Se LauTte Lamhon Mein, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.