Ajnabi Ban Ke To Guzra Mat Kar, Urdu Ghazal By Shams Tabrezi

Ajnabi Ban Ke To Guzra Mat Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shams Tabrezi. Ajnabi Ban Ke To Guzra Mat Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ajnabi Ban Ke To Guzra Mat Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اجنبی بن کے تو گزرا مت کر

شمس تبریزی

اجنبی بن کے تو گزرا مت کر

دوستی کا یوں تماشا مت کر

تیری آنکھیں نہیں دو جگنو ہیں

بے سبب ان کو بھگویا مت کر

اس کے آنے کا گماں ہوتا ہے

اے ہوا پردا ہلایا مت کر

میں مسافر ہوں سفر قسمت ہے

میرے بارے میں تو سوچا مت کر

زندگی ہو کہ محبت ہو شمسؔ

ایسی چیزوں پہ بھروسہ مت کر

شمس تبریزی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajnabi Ban Ke To Guzra Mat Kar

Shams Tabrezi

ajnabi ban ke to guzra mat kar
dosti ka yun tamasha mat kar

teri aankhen nahin do jugnu hain
be-sabab un ko bhigoya mat kar

us ke aane ka guman hota hai
ai hawa parda hilaya mat kar

main musafir hun safar qismat hai
mere bare mein tu socha mat kar

zindagi ho ki mohabbat ho shams'
aisi chizon pe bharosa mat kar

(605) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajnabi Ban Ke To Guzra Mat Kar written by Shams Tabrezi at UrduPoint. Ajnabi Ban Ke To Guzra Mat Kar is one of the masterpieces written by Shams Tabrezi. You can also find the complete poetry collection of Shams Tabrezi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shams Tabrezi' above.

Ajnabi Ban Ke To Guzra Mat Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajnabi Ban Ke To Guzra Mat Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.