Be-maqsad KHake Mubham Taswiren Hain, Urdu Ghazal By Shareef Munawwar

Be-maqsad KHake Mubham Taswiren Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shareef Munawwar. Be-maqsad KHake Mubham Taswiren Hain comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Be-maqsad KHake Mubham Taswiren Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے مقصد خاکے مبہم تصویریں ہیں

شریف منور

بے مقصد خاکے مبہم تصویریں ہیں

کاغذ پر کچھ نا معلوم لکیریں ہیں

اک دریا میں اٹھتی ہیں لاکھوں موجیں

اک انساں ہے اور کتنی تصویریں ہیں

اچھا چہرہ اکثر دھوکا دیتا ہے

عمدہ کاغذ پر گھٹیا تحریریں ہیں

ان کی نظمیں خوب مرے اشعار فضول

خواب ہیں یکساں الگ الگ تعبیریں ہیں

عہد حاضر کا وحشی ہوں میرے لئے

نئی پرانی کتنی ہی زنجیریں ہیں

شریف منور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-maqsad KHake Mubham Taswiren Hain

Shareef Munawwar

be-maqsad KHake mubham taswiren hain
kaghaz par kuchh na-malum lakiren hain

ek dariya mein uThti hain lakhon maujen
ek insan hai aur kitni taswiren hain

achchha chehra aksar dhoka deta hai
umda kaghaz par ghaTiya tahriren hain

un ki nazmen KHub mere ashaar fuzul
KHwab hain yaksan alag alag tabiren hain

ahd-e-hazir ka wahshi hun mere liye
nai purani kitni hi zanjiren hain

(437) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-maqsad KHake Mubham Taswiren Hain written by Shareef Munawwar at UrduPoint. Be-maqsad KHake Mubham Taswiren Hain is one of the masterpieces written by Shareef Munawwar. You can also find the complete poetry collection of Shareef Munawwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shareef Munawwar' above.

Be-maqsad KHake Mubham Taswiren Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-maqsad KHake Mubham Taswiren Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.