Hawa Ki Rah-numai Pe Shak Nahin Rakhte, Urdu Ghazal By Shariq Adeel

Hawa Ki Rah-numai Pe Shak Nahin Rakhte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shariq Adeel. Hawa Ki Rah-numai Pe Shak Nahin Rakhte comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Hawa Ki Rah-numai Pe Shak Nahin Rakhte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوا کی راہ نمائی پہ شک نہیں رکھتے

شارق عدیل

ہوا کی راہ نمائی پہ شک نہیں رکھتے

ہم اپنے پاؤں کے نیچے سڑک نہیں رکھتے

ہماری آنکھوں میں اک ایسا خواب سمٹا ہے

پئے سرور پلک پر پلک نہیں رکھتے

ہوا دہاڑ کے ٹکرائے بھی تو کیا حاصل

پہاڑ اپنے بدن میں لچک نہیں رکھتے

تم اس کو کند سمجھ کر نہ دھوکا کھا جانا

ہم اپنی تیغ انا پر چمک نہیں رکھتے

ہماری گلیوں میں ایسے بھی لوگ آتے ہیں

زمیں پہ پیر ہیں رکھتے دھمک نہیں رکھتے

شارق عدیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawa Ki Rah-numai Pe Shak Nahin Rakhte

Shariq Adeel

hawa ki rah-numai pe shak nahin rakhte
hum apne panw ke niche saDak nahin rakhte

hamari aankhon mein ek aisa KHwab simTa hai
pae surur palak par palak nahin rakhte

hawa dahaD ke Takrae bhi to kya hasil
pahaD apne badan mein lachak nahin rakhte

tum us ko kund samajh kar na dhoka kha jaana
hum apni tegh-e-ana par chamak nahin rakhte

hamari galiyon mein aise bhi log aate hain
zamin pe pair hain rakhte dhamak nahin rakhte

(308) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawa Ki Rah-numai Pe Shak Nahin Rakhte written by Shariq Adeel at UrduPoint. Hawa Ki Rah-numai Pe Shak Nahin Rakhte is one of the masterpieces written by Shariq Adeel. You can also find the complete poetry collection of Shariq Adeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shariq Adeel' above.

Hawa Ki Rah-numai Pe Shak Nahin Rakhte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawa Ki Rah-numai Pe Shak Nahin Rakhte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.