Faeda Kuchh Nahin Ishaaron Se, Urdu Ghazal By Shauq Moradabadi

Faeda Kuchh Nahin Ishaaron Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shauq Moradabadi. Faeda Kuchh Nahin Ishaaron Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Faeda Kuchh Nahin Ishaaron Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فائدہ کچھ نہیں اشاروں سے

شوق مرادابادی

فائدہ کچھ نہیں اشاروں سے

ہم بہت دور ہیں کناروں سے

دل منور ہوا شراروں سے

ہم کو نسبت ہے چاند تاروں سے

خوب مہکے خزاں کے موسم میں

زخم کھائے تھے جو بہاروں سے

گلستاں آپ کو مبارک ہو

اپنی عظمت سے ریگ زاروں سے

پھول برسے ہیں بعد مرگ ان پر

شغل کرتے رہے جو خاروں سے

یاد پھر رنگ میں نظر آئی

زندگی بھر گئی نظاروں سے

انتظاری تو جان لے لیتی

صبر ملتا رہا ستاروں سے

کوئی آواز جب نہیں ہوتی

ساز بجھتے ہیں دل کے تاروں سے

دل کی گہرائیاں کہاں تک ہیں

شوقؔ پوچھو یہ غم کے ماروں سے

شوق مرادابادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Faeda Kuchh Nahin Ishaaron Se

Shauq Moradabadi

faeda kuchh nahin ishaaron se
hum bahut dur hain kinaron se

dil munawwar hua shararon se
hum ko nisbat hai chand-taron se

KHub mahke KHizan ke mausam mein
zaKHm khae the jo bahaaron se

gulsitan aap ko mubarak ho
apni azmat se reg-zaron se

phul barse hain baad marg un par
shaghl karte rahe jo KHaron se

yaad phir rang mein nazar aai
zindagi bhar gai nazaron se

intizari to jaan le leti
sabr milta raha sitaron se

koi aawaz jab nahin hoti
saz bujhte hain dil ke taron se

dil ki gahraiyan kahan tak hain
'shauq' puchho ye gham ke maron se

(448) ووٹ وصول ہوئے

You can read Faeda Kuchh Nahin Ishaaron Se written by Shauq Moradabadi at UrduPoint. Faeda Kuchh Nahin Ishaaron Se is one of the masterpieces written by Shauq Moradabadi. You can also find the complete poetry collection of Shauq Moradabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shauq Moradabadi' above.

Faeda Kuchh Nahin Ishaaron Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Faeda Kuchh Nahin Ishaaron Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.