Ek Din Na Rone Ka Faisla Kiya Maine, Urdu Ghazal By Shehpar Rasool

Ek Din Na Rone Ka Faisla Kiya Maine is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shehpar Rasool. Ek Din Na Rone Ka Faisla Kiya Maine comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Din Na Rone Ka Faisla Kiya Maine on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک دن نہ رونے کا فیصلہ کیا میں نے

شہپر رسول

ایک دن نہ رونے کا فیصلہ کیا میں نے

اور پھر بدل ڈالا اپنا فیصلہ میں نے

دل میں ولولہ سا کچھ چال میں انا سی کچھ

جیسے خود نکالا ہو اپنا راستہ میں نے

مجھ میں اپنی ہی صورت دیکھنے لگے ہیں سب

جانے کب بنا ڈالا خود کو آئینہ میں نے

اس کو بھی تھا کچھ کہنا مجھ کو بھی تھا کچھ سننا

اور کچھ کہا اس نے اور کچھ سنا میں نے

کچھ خبر نہ تھی مجھ کو کھل رہا ہے کوئی گل

بس ہوا کا آئینہ دیکھ ہی لیا میں نے

وقت نے ہر آہٹ پر خاک ڈال دی شہپرؔ

کر دیا ادا آخر جزیۂ انا میں نے

شہپر رسول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Din Na Rone Ka Faisla Kiya Maine

Shehpar Rasool

ek din na rone ka faisla kiya main ne
aur phir badal Dala apna faisla main ne

dil mein walwala sa kuchh chaal mein ana si kuchh
jaise KHud nikala ho apna rasta main ne

mujh mein apni hi surat dekhne lage hain sab
jaane kab bana Dala KHud ko aaina main ne

us ko bhi tha kuchh kahna mujh ko bhi tha kuchh sunna
aur kuchh kaha us ne aur kuchh suna main ne

kuchh KHabar na thi mujh ko khil raha hai koi gul
bas hawa ka aaina dekh hi liya main ne

waqt ne har aahaT par KHak Dal di 'shahpar'
kar diya ada aaKHir jizya-e-ana main ne

(463) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Din Na Rone Ka Faisla Kiya Maine written by Shehpar Rasool at UrduPoint. Ek Din Na Rone Ka Faisla Kiya Maine is one of the masterpieces written by Shehpar Rasool. You can also find the complete poetry collection of Shehpar Rasool by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shehpar Rasool' above.

Ek Din Na Rone Ka Faisla Kiya Maine is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Din Na Rone Ka Faisla Kiya Maine, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.