Nasab Ye Hai Ki Wo Dushman Ko Kam-nasab Na Kahe, Urdu Ghazal By Shehpar Rasool

Nasab Ye Hai Ki Wo Dushman Ko Kam-nasab Na Kahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shehpar Rasool. Nasab Ye Hai Ki Wo Dushman Ko Kam-nasab Na Kahe comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Nasab Ye Hai Ki Wo Dushman Ko Kam-nasab Na Kahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نسب یہ ہے کہ وہ دشمن کو کم نسب نہ کہے

شہپر رسول

نسب یہ ہے کہ وہ دشمن کو کم نسب نہ کہے

عجب یہ ہے کہ یہ دنیا اسے عجب نہ کہے

مری نگاہ جنوں میں یہ بات بھول گئی

کہ کب کہے مرے جذبات اور کب نہ کہے

وہ برہمی کی جو اک داستاں تھی ختم ہوئی

اسے کہو کہ وہ اس سے وہ بات اب نہ کہے

وہ بے زبان نہیں ہے تو کم نظر ہوگا

جو چشم و لب ترے دیکھے مگر غضب نہ کہے

اسے بھی ہے مرے جینے کی آرزو شہپرؔ

سکون ہے کہ یہ اشعار بے سبب نہ کہے

شہپر رسول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nasab Ye Hai Ki Wo Dushman Ko Kam-nasab Na Kahe

Shehpar Rasool

nasab ye hai ki wo dushman ko kam-nasab na kahe
ajab ye hai ki ye duniya use ajab na kahe

meri nigah junun mein ye baat bhul gai
ki kab kahe mere jazbaat aur kab na kahe

wo barhami ki jo ek dastan thi KHatm hui
use kaho ki wo us se wo baat ab na kahe

wo be-zaban nahin hai to kam-nazar hoga
jo chashm o lab tere dekhe magar ghazab na kahe

use bhi hai mere jine ki aarzu 'shahpar'
sukun hai ki ye ashaar be-sabab na kahe

(463) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nasab Ye Hai Ki Wo Dushman Ko Kam-nasab Na Kahe written by Shehpar Rasool at UrduPoint. Nasab Ye Hai Ki Wo Dushman Ko Kam-nasab Na Kahe is one of the masterpieces written by Shehpar Rasool. You can also find the complete poetry collection of Shehpar Rasool by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shehpar Rasool' above.

Nasab Ye Hai Ki Wo Dushman Ko Kam-nasab Na Kahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nasab Ye Hai Ki Wo Dushman Ko Kam-nasab Na Kahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.