Dil Ke Aaine Mein Nit Jalwa-kunan Rahta Hai, Urdu Ghazal By Sher Mohammad Khan Iman

Dil Ke Aaine Mein Nit Jalwa-kunan Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sher Mohammad Khan Iman. Dil Ke Aaine Mein Nit Jalwa-kunan Rahta Hai comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ke Aaine Mein Nit Jalwa-kunan Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کے آئینے میں نت جلوہ کناں رہتا ہے

شیر محمد خاں ایمان

دل کے آئینے میں نت جلوہ کناں رہتا ہے

ہم نے دیکھا ہے تو اے شوخ جہاں رہتا ہے

کوئی دن گھر سے نہ نکلے ہے اگر وہ خورشید

منتظر شام تلک ایک جہاں رہتا ہے

جھاڑ دامن کے تئیں مار کے ٹھوکر نکلے

کہیں روکے سے بھی وہ سرو رواں رہتا ہے

گاہے ماہے اے مہ عید ادھر بھی تو گزر

روز و شب بزم میں تیرا ہی بیاں رہتا ہے

باوجودیکہ مجھے ربط دلی ہے اس سے

یہ نہ پوچھا کبھو ایمانؔ کہاں رہتا ہے

شیر محمد خاں ایمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ke Aaine Mein Nit Jalwa-kunan Rahta Hai

Sher Mohammad Khan Iman

dil ke aaine mein nit jalwa-kunan rahta hai
hum ne dekha hai tu ai shoKH jahan rahta hai

koi din ghar se na nikle hai agar wo KHurshid
muntazir sham talak ek jahan rahta hai

jhaD daman ke tain mar ke Thokar nikle
kahin roke se bhi wo sarw-e-rawan rahta hai

gahe mahe ai mah-e-id idhar bhi to guzar
roz o shab bazm mein tera hi bayan rahta hai

bawajud-e-ki mujhe rabt-e-dili hai us se
ye na puchha kabhu 'iman' kahan rahta hai

(305) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ke Aaine Mein Nit Jalwa-kunan Rahta Hai written by Sher Mohammad Khan Iman at UrduPoint. Dil Ke Aaine Mein Nit Jalwa-kunan Rahta Hai is one of the masterpieces written by Sher Mohammad Khan Iman. You can also find the complete poetry collection of Sher Mohammad Khan Iman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sher Mohammad Khan Iman' above.

Dil Ke Aaine Mein Nit Jalwa-kunan Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ke Aaine Mein Nit Jalwa-kunan Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.