Hawas Ke Bij Badan Jab Se Dil Mein Bone Laga, Urdu Ghazal By Shoaib Nizam

Hawas Ke Bij Badan Jab Se Dil Mein Bone Laga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shoaib Nizam. Hawas Ke Bij Badan Jab Se Dil Mein Bone Laga comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Hawas Ke Bij Badan Jab Se Dil Mein Bone Laga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوس کے بیج بدن جب سے دل میں بونے لگا

شعیب نظام

ہوس کے بیج بدن جب سے دل میں بونے لگا

میں خود سے ملنے کے سارے جواز کھونے لگا

رفیق صبح تھا سورج سے رشتہ داری تھی

سپاہ شب میں یہ کس کا شمار ہونے لگا

عجیب منظر آخر تھا بجھتی آنکھوں میں

وہ مجھ کو مار کے بے اختیار رونے لگا

اس احتیاط کی سرحد سزا سے ملتی ہے

لہو کا نام لیا آستین دھونے لگا

پھر اس کے بعد یہ ساری زمین میری تھی

جگا کے جب سے مجھے یہ ضمیر سونے لگا

شعیب نظام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawas Ke Bij Badan Jab Se Dil Mein Bone Laga

Shoaib Nizam

hawas ke bij badan jab se dil mein bone laga
main KHud se milne ke sare jawaz khone laga

rafiq-e-subh tha suraj se rishta-dari thi
sipah-e-shab mein ye kis ka shumar hone laga

ajib manzar-e-aKHir tha bujhti aankhon mein
wo mujh ko mar ke be-iKHtiyar rone laga

is ehtiyat ki sarhad saza se milti hai
lahu ka nam liya aastin dhone laga

phir is ke baad ye sari zamin meri thi
jaga ke jab se mujhe ye zamir sone laga

(457) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawas Ke Bij Badan Jab Se Dil Mein Bone Laga written by Shoaib Nizam at UrduPoint. Hawas Ke Bij Badan Jab Se Dil Mein Bone Laga is one of the masterpieces written by Shoaib Nizam. You can also find the complete poetry collection of Shoaib Nizam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shoaib Nizam' above.

Hawas Ke Bij Badan Jab Se Dil Mein Bone Laga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawas Ke Bij Badan Jab Se Dil Mein Bone Laga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.