Surmai Raaton Se Chhinwa Kar Sahar Ki Raunaqen, Urdu Ghazal By Shorish Kashmiri

Surmai Raaton Se Chhinwa Kar Sahar Ki Raunaqen is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shorish Kashmiri. Surmai Raaton Se Chhinwa Kar Sahar Ki Raunaqen comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Surmai Raaton Se Chhinwa Kar Sahar Ki Raunaqen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سرمئی راتوں سے چھنوا کر سحر کی رونقیں

شورش کاشمیری

سرمئی راتوں سے چھنوا کر سحر کی رونقیں

نالۂ شام غریباں بیچتا پھرتا ہوں میں

موج بربط موج گل موج صبا کے ساتھ ساتھ

نکہت گیسوئے خوباں بیچتا پھرتا ہوں میں

دیدنی ہے اب مرے چاک گریباں کا مآل

کج کلاہوں کے گریباں بیچتا پھرتا ہوں میں

شعلۂ تاریخ کی زد پر ہے تاج خسروی

غرۂ تقدیر سلطاں بیچتا پھرتا ہوں میں

کلبۂ محنت کشاں کو دے کے غیرت کا چراغ

شوکت قصر زر افشاں بیچتا پھرتا ہوں میں

شورش کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Surmai Raaton Se Chhinwa Kar Sahar Ki Raunaqen

Shorish Kashmiri

surmai raaton se chhinwa kar sahar ki raunaqen
nala-e-sham-e-ghariban bechta phirta hun main

mauj-e-barbat mauj-e-gul mauj-e-saba ke sath sath
nikhat-e-gasu-e-KHuban bechta phirta hun main

didani hai ab mere chaak-e-gireban ka maal
kaj-kulahon ke gireban bechta phirta hun main

shola-e-tariKH ki zad par hai taj-e-khusrawi
gharra-e-taqdir-e-sultan bechta phirta hun main

kalba-e-mehnat-kashan ko de ke ghairat ka charagh
shaukat-e-qasr-e-zar-afshan bechta phirta hun main

(481) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Surmai Raaton Se Chhinwa Kar Sahar Ki Raunaqen written by Shorish Kashmiri at UrduPoint. Surmai Raaton Se Chhinwa Kar Sahar Ki Raunaqen is one of the masterpieces written by Shorish Kashmiri. You can also find the complete poetry collection of Shorish Kashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shorish Kashmiri' above.

Surmai Raaton Se Chhinwa Kar Sahar Ki Raunaqen is a widely read Urdu Ghazal. If you like Surmai Raaton Se Chhinwa Kar Sahar Ki Raunaqen, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.