Dayar-e-ghair Mein JhanDa GaDa Hai, Urdu Ghazal By Shuja Farrukhi

Dayar-e-ghair Mein JhanDa GaDa Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shuja Farrukhi. Dayar-e-ghair Mein JhanDa GaDa Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Dayar-e-ghair Mein JhanDa GaDa Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیار غیر میں جھنڈا گڑا ہے

شجاع فرّخی

دیار غیر میں جھنڈا گڑا ہے

سمندر ناؤ میں ٹوٹا پڑا ہے

تری بستی کا اب تو میں نبی ہوں

نبی سا وقت مجھ پر آ پڑا ہے

تعاقب میں ہے سورج دوپہر سے

مرے قد سے مرا سایہ بڑا ہے

یہ کیا بہروپ کس کی جستجو ہے

ہر اک چہرہ پہ اک چہرا جڑا ہے

بہتر اور مقابل لاو لشکر

مگر حق پر یہ وقت اکثر پڑا ہے

نظر ناگاہ اس پر جا پڑی تھی

ابھی تک بس وہی لمحہ کھڑا ہے

شجاع فرّخی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dayar-e-ghair Mein JhanDa GaDa Hai

Shuja Farrukhi

dayar-e-ghair mein jhanDa gaDa hai
samundar naw mein TuTa paDa hai

teri basti ka ab to main nabi hun
nabi sa waqt mujh par aa paDa hai

taaqub mein hai suraj dopahar se
mere qad se mera saya baDa hai

ye kya bahrup kis ki justuju hai
har ek chehre pe ek chehra jaDa hai

bahattar aur muqabil law lashkar
magar haq par ye waqt aksar paDa hai

nazar nagah us par ja paDi thi
abhi tak bas wahi lamha khaDa hai

(428) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dayar-e-ghair Mein JhanDa GaDa Hai written by Shuja Farrukhi at UrduPoint. Dayar-e-ghair Mein JhanDa GaDa Hai is one of the masterpieces written by Shuja Farrukhi. You can also find the complete poetry collection of Shuja Farrukhi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shuja Farrukhi' above.

Dayar-e-ghair Mein JhanDa GaDa Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dayar-e-ghair Mein JhanDa GaDa Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.