Dil Abhi TuTa Nahin Hai Be-ruKHi Ke Bawajud, Urdu Ghazal By Shuja Farrukhi

Dil Abhi TuTa Nahin Hai Be-ruKHi Ke Bawajud is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shuja Farrukhi. Dil Abhi TuTa Nahin Hai Be-ruKHi Ke Bawajud comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Abhi TuTa Nahin Hai Be-ruKHi Ke Bawajud on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل ابھی ٹوٹا نہیں ہے بے رخی کے باوجود

شجاع فرّخی

دل ابھی ٹوٹا نہیں ہے بے رخی کے باوجود

زندگی میں کیا رہا ہے زندگی کے باوجود

آنکھیں خیرہ ہو گئیں اس حسن عالم تاب سے

کچھ نظر آتا نہیں ہے روشنی کے باوجود

انقلاب قوم و ملت ہے کبھی ہے آشتی

اور کبھی پیغمبری ہے شاعری کے باوجود

آج اپنے عہد میں یہ آدمی کو کیا ہوا

آدمی سا کچھ نہیں ہے آدمی کے باوجود

چاندنی دریا خنک موسم محبت اور شجاعؔ

اب وہ فرصت ہی کہاں ہے دل کشی کے باوجود

شجاع فرّخی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Abhi TuTa Nahin Hai Be-ruKHi Ke Bawajud

Shuja Farrukhi

dil abhi TuTa nahin hai be-ruKHi ke bawajud
zindagi mein kya raha hai zindagi ke bawajud

aankhen KHira ho gain us husn-e-alam-tab se
kuchh nazar aata nahin hai raushni ke bawajud

inqalab-e-qaum-o-millat hai kabhi hai aashti
aur kabhi paighambari hai shaeri ke bawajud

aaj apne ahd mein ye aadmi ko kya hua
aadmi sa kuchh nahin hai aadmi ke bawajud

chandni dariya KHunak mausam mohabbat aur 'shuja'
ab wo fursat hi kahan hai dil-kashi ke bawajud

(579) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Abhi TuTa Nahin Hai Be-ruKHi Ke Bawajud written by Shuja Farrukhi at UrduPoint. Dil Abhi TuTa Nahin Hai Be-ruKHi Ke Bawajud is one of the masterpieces written by Shuja Farrukhi. You can also find the complete poetry collection of Shuja Farrukhi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shuja Farrukhi' above.

Dil Abhi TuTa Nahin Hai Be-ruKHi Ke Bawajud is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Abhi TuTa Nahin Hai Be-ruKHi Ke Bawajud, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.